Polling Time
Be Fair
Nd bEST of Luck to all
1.Sheem
2.~*guria*~
3.Geo
Maun ki duaa puri hui.......
aor hamein ghar mil gaya....
Maun ki duaa puri hui.......
Aur hamein itni pyaari dunyaa mein ghar mill gaya....
Ham aan....ham shaan....ham iss ki jaan hein...
Ham Pakistan hein.....
Maun ki duaa puri hui.......
Aur hamein itni pyaari dunyaa mein ghar mill gaya....
Allah ka ehsaan hae....
Hamara Pakistan hae...
Ham aan....ham shaan....ham iss ki jaan hein...
Ham Pakistan hein.....
4.Zoya Khan
یہ وطن تمہارا ہے،تۡم ہو پاسباں اس کے
یہ چمن تمہارا ہے،تم ہو نگہباں اس کے
اس وطن کی مٹی میں،خون ہے شہیدوں کا
ارضِ پاک مرکز ہے،قوم کی اۡمیدوں کا
نظم و ضبط کو اپنا،میرِکارواں جانو
وقت کے اندھیروں میں،اپنا آپ پہچانو
یہ وطن تمہارا ہے،تۡم ہو پاسباں اس کے
یہ چمن تمہارا ہے،تۡم ہو نگہباں اس کے
میرِکارواں ہم تھے،رۡوحِ کارواں تۡم ہو
ہم تو صرف عنواں تھے،اصل داستاں تۡم ہو
نفرتوں کے دروازے،خود پہ بند ہی رکھنا
اس وطن کے پرچم کو،سَر بلند ہی رکھنا
یہ وطن تمہارا ہے۔۔۔تۡم ہو پاسباں اس کے
یہ چمن تمہارا ہے،تۡم ہو نگہباں اس کے
5.naz
6.Dangerous Tears
tera ahsaan hai tera ahsaan
larne ka dushmano se ajab dhang nikaala
na top na bandook na talwar na bhaala
sachaaee ke anmol asoolon ko sanmbhaala
jinnah tere paigham mein jaadoo tha niraala
Iman waale chal pare sunkar tera parmaan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
punjab se bangal se jawan chal pare
Sindhi Baloochi sarhadi pathan chal pare
GHAR BAAR CHOOR DE SAROO SAMAAN CHAL PARAY
taaq apne mahaJir liye quran chal pare
aur quaid e millat bhi chalay honay ko qurban
ae quaid e azam tera ahsaan hai ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
naqsha badal ke rakhdiya is mulk ka tunay
SAAYA tha mohammad ka ALI KA tere sarr pe
duniya se kaha tunay koi HUM SE NA ULJHAY
likha hai is zamee pe shaheedon ne lahu se
azad hain azad rahein gay yeA musalmaan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
hai aaj tak hamein woh qayamat ki gharee yaad
mayat pe tere cheekh ke humne jo kee faryad
boli yeh teri rooh na samjho ise bezaar
Islam zinda hota hae har karbala ke baad
Islam zinda hota hae har karbala ke baad
Dar waqt parhe mulk pe hojaaeye qurban
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
yuun dee hamein aazadi ke duniya huee hairaan
ae quaid-e-azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
7.Loving Ifran
Sohni Dharti
Sohni dharthi Alah rakhe qadam qadam aabaad
qadam qadam abaad tujhe
qadam qadam abad tujhe
teri pyari sajh dhaj ki hum itni shan barhain
aane wali naslen teri
azmat k gunn gaaen
jab tak hai ye duniya baqi
hum dekhen azad
hum dekhe azad tujhe
sonhi dharti Allah rakhe
tera har aik zarra hum ko apni jaan se pyara
terey sang hai shaan hamari
tujh se naam hamara
jub tak hai yeh dunya baaqi hum dekhay azad tujhe
Sohni dharthi Allah rakhay qadam qadam abad tujhe
dharkan dharkan pyaar hai tera qadam qadam par geet rai
basti basti tera charcha nagar nagar hai meet rai
jub tak hai yeh dunya baaqi hum dekhay azaad tujhe
sohni dharti Allah rakkay qadam qadam abaad tujhe
8.Rano
Aay watan ke sajeelay Jawaanon
aay watan ke sajeelay jawaanon
mere Naghmay tumharay liay hain
Mere naghmay tumharay liay hain
Sarfaroshi hai eeman tumhara
jurraton ke paristaar ho tum
jo hifazat karein serhadon ki
wo Falak boas deewaar ho tum
Aay shujaat ke zinda nishanoon
mere naghmay tumharay liay hain
Aay watan ke sajeelay Jawaanon
beewion maoo behnoon ki aankhain
tum ko dekhain tu yun muskurain
jaise khamoshion ki zubaan se
dey rahee hon wo tum ko duaain
Qaum ke a jaree no jawaanoon
mere naghmay tumharay liay hain.
tum pe jo kuch likha shayeron ne
uss mein shamil hay awaaz meree
ur ke puhncho gey tum jis falak pe
saath jaay gee perwaaz meree
Aay shujaat ke zinda nishanoon
mere naghmay tumharay liay hain
Aaay watan ke sajeelay jawaanoon
9.janoo
JEEVAT PAKISTAN
jeeevay, jeevay, jeevay, jeevay
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
mun panchi jab pankh hila'ay
kia kia sur bikhra'ay hoo
kia kia sur bikhra'ay
sun'nay walay sunein to un mein
aik he dhun lehra'ay ho ho
aik he dhun lehra'ay ho hoo pakistan, pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
bikhray howoon ko bichray howoon ko
ik markaz pay laya hoo
ik markaz pay laya
kitnay sitaroon k jhurmat mein
suraj bun ker aaya ho hoo
suraj bun ker aaya ho hoo pakistan pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan