Results 1 to 6 of 6

Thread: Muhhabt ka Nafrat main Badlna

  1. #1
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    Dear Friends

    Log kahty hain k hamin muhabbt main dhoka hoya ya asli face samny any pay muhabbat nafrat main badal gay.


    Kya asa ho skta hay k aap nay kisi ko apna soul mate bnia ho pher aapko us say nafrat ho jay???????????

    i think agar aap nay waqie hi muhabbat ki ho tu wo pher kbhi nafart main nahi badal sakti becoz aap jis say payar karty ho usko us ki ashio aur burio smate qbool karna chiay.

    yah tu conditional muhabbat hoi na k agar wo asha hay tu aapko muhabbat hay agar asha nahi tu muhabbt khatm ho gay.
    friends aap kia kahty hain iss bary???????????????

    Awaiting Your Comments................................

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  2. #2
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    35
    Posts
    3,603
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    248 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    nice sharing.
    **HAPPY RAMZAN KAREEM**



  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Re: Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    u hav 2 share ur viewz here..

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    hmmmm

    Nafrat nahi hoti..tarjihat badal jati hian...
    aik dosre ko samjh nahi patey..
    dono apni apni baat per jab datey rahe gai
    tu koi nahi samjh sakey ga ap ki baat...

    haan agar koi app ko chor de
    nafrat tu khair tab bhi nahi hoti..
    yeh bus apna dil rakhne ko kehdete hain
    ke bhot nafrat hogaye hia...
    koi aisa pul jo sath guzra ho...
    kuch dekh ker agr ap ko
    aik lamhe ko bhi yaad nahi aye tu
    ap kehsakte hian ap ko nafrat hogaye
    ap bhol gaye..
    leken aisa nahi hota..
    bhot si choti choti baaatin
    beetey pul ap ko yaad dilati rehti hain...
    bus apne dil ko sakon pochane k liye
    kehdete hian jee haan hamain nafrat nahi hia...
    yeh meri soch hia...
    leken nafrat nahi hoti
    haan karwahat ajati hai lehjey main..
    leken wo nafrat tu nahi hogaye...
    or yeh bhi situations per depend karta hai...

  5. #5
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Re: Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    agreed...

    lekin kisi ki waja se ap ka dil bohat dukhy tau..kesa feel karo gi tum gar koi esa jo tmhara bohat apna apna sa ho..bohat hurt kar jaye itna k koi r raasta he na rahy phir..????
    dil dukhta hai tau ahhein bhi nikalti hain naazni..:9

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  6. #6
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    Islambad
    Posts
    464
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Muhhabt ka Nafrat main Badlna

    bahut achi sharing ki hai wese waqai condiotional mohabbat nai ho ni chaiye.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •