-
~!~watan Ki Mati ~!~
Assalam-o-Alikum WR WB
Aik Tahreer likhi hy socha aap ki nazar karu ISLAH kar dey agr koi kami rahi ho
FeamnAllah
-
Re: ~!~watan Ki Mati ~!~
janab e man abhi poora nahi parh saka,,jana par raha hay..aaj kal wqt nahi nikal paraha! jaldi hi mukammal parh kay tabsara hazir hoga! wesay likhtay to boht acha ho!
-
Re: ~!~watan Ki Mati ~!~
Assalam-o_Alikum WR WB
Bhot shukriya aap ka Dreamer k aap nay thora parha , mai samjh sakta hoon waqt aaj k dor mai niklna inthai mushkil ho gya hy Aap ki raay ka main muntazir rahu ga
FeamnAllah
-
Re: ~!~watan Ki Mati ~!~
Walekam-Aslam
bohat he haqeeqat per mabni tahreer likhi hai
bay-shak apnay dais say bhar ker aur koi cheez nahi hai
aap nay bohat he true points likhein hein, lekin hum aap say pori taran agree nahi kertay
kyon kay aap I am sure jantay hon gey, kay Pakistan mein ab clubs ki taa'daad bhi kuch kam nahi hai, wahan per kaisay kaisay kaam hotey hein, koi bhi na-wakif nahi hai
kuch arsa pehlay he hamari aik dost nay kaha kay us ki apnay Pakistan mein muqeem doston say baat hue aur baaton mein unhon nay bataya kay hum tou ab sirf hollywood dekhtey hein, ab tou her hotel mein bhi white actors kay he posters miltey hein
tou ise taran buraiyan her mash'ray mein hein
bus zarourat apnay amal ko theek kernay ki hai
ise liye.......jis taran panchoun ungliyan barabar nahi hoti
bilkul ise taran Pakistan mein bhi sab shurfa nahi hein
aur bahir kay mulkon mein bhi sab bay-ghairat nahi hein
apnay culture, mazhab, tehzeeb ko hum nay khud zinda rakhna hai
jab apna role he play nahi karein gey tou dosron say yeh ummid kyon rakhi jayey!
yeh aik kafi behas per mabni mouzo hai.......
so ise liye yahan he baat khatam kertey hein!
khush rahiye!
-
Re: ~!~watan Ki Mati ~!~
Assalam-o-Alikum WR WB ,
Bhot shukriya aap ka Hijab k aap nay apna qeemti waqt diya , aap ki batow sy itafaq karta hoon , per hum jab bhi kisi mozzo per baat karty hy to us ki base ya us ka jo khyal hum share karty hay wo Tadaad per mabni hoti hay , muthi bhar log to dab hi jaty hy , mostly jo nazar aata hay usi per hamry khyalat badltay hy .
Aur honestly mai nay apni life mai ab tak jin logo ko dekha hay wo mostly bahir k niklay hay , Pakistan mai bhi whi tabqa ziyada nazar aya hy jo ya to Bahir sy ay hui hy ya jin ka taluq kisi na kisi angel sy bahir ki socho sy jura hua hay .
Ya culture , ya mahool ya soch mutarif karnay waly hamary masoom log nahi hy , unko to roti mil jay aaj k dor mai wo hi bhot hy , yha wo tabqa aagya hay hamaray dermyan jo khud jahil rha aur jab apni ulaad ko ILM diya to wo ILM unhain Roshan Khayli ki traf lay gya ,
Mai nay to ziyada tadaad unhi logo ki dekhi hy jo Roshan Khyali ka jhnda uthay hamaray masharay ko tabha kar rahy hy .
Aap nay apna waqt diya , sahi kha ya bhas asi hay jis mai bhot waqt chiya aur bhot hi jaama bhas hay
FeamNAllah
-
Re: ~!~watan Ki Mati ~!~
-
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules