Page 2 of 11 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 103

Thread: shairy seekhiye, sabaq 2

  1. #11
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by zeest View Post


    haan jee hifz to ho gaya hai abb sawalon ka intizaar hai
    fikar na karo,sawaallaat ki baari bhi jald aaney waali hai,aor is baar saza bhi miley gi,ghalat jawaab deney waaley ko,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  2. #12
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by ~*Dua*~ View Post
    me nay perh liya hai

    a gayi hai me ko samhj...


    ab me say sawal poucho zara ..
    yeh to tab pata chaley ga na jab imtahaan ho ga,ke kitna samajh aaya hai,

    INSHA ALLAH jald hi sawaal jawaab ka silsila shuru karain ge,
    tab tak khoob tayaari kar lain,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  3. #13
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    ustad ji, aapka mazmoon samjhnay mein be-hadh assani rahi hai

    aap nay bohat achay aur asaan tareeqay say samjhaanay ki koshish ki hai

    mera sawal jo azad nazam k baray mein tha wo toh khair meri jurwan behn Dua nay pooch liya hai jawab k liye be-hadh shukriya

    mera rujhan khas tor par nasari aur azam nazam pe hota hai. iss hawalay say mera aik sawal yeh hai k:

    kiya nasari nazam ki hadood muqrarr hein? mera matlab hai k nasari nazam ki lambai kitni honay chahiye?

    bohat shukriya

    bahot shukriya Rani saahiba,is hosala afzaayi ke liye,

    mera mashwara to yeh hai ke aap nasri nazam se niklain,aor paaband nazam,ya ghazal ki tarf aayain,

    nasri nazam,ho ya paband nazam,is main koyi had muqarar naheen hai,ke nazam kitni lambi ,ya kitni chhoti honi chaahiye,aap jitna marzi chaahain is ko tawaalat de saktey haiN,ya mukhtasar tareen nazam bhi keh saktey hain,
    bahot khush rahiye,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  4. #14
    Join Date
    Apr 2008
    Posts
    199
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    683045

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by zain View Post
    fikar na karo,sawaallaat ki baari bhi jald aaney waali hai,aor is baar saza bhi miley gi,ghalat jawaab deney waaley ko,
    saza

    matlab kano ki khair nai ho gi abb

  5. #15
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by zeest View Post
    saza

    matlab kano ki khair nai ho gi abb


    aur hathoon ki b danday ko parrnay hein

    ustad ji, iss mamlay ager meri madad chahiye toh hum hazir hein

    ranisrequest - shairy seekhiye, sabaq 2

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by zain View Post
    bahot shukriya Rani saahiba,is hosala afzaayi ke liye,

    mera mashwara to yeh hai ke aap nasri nazam se niklain,aor paaband nazam,ya ghazal ki tarf aayain,

    nasri nazam,ho ya paband nazam,is main koyi had muqarar naheen hai,ke nazam kitni lambi ,ya kitni chhoti honi chaahiye,aap jitna marzi chaahain is ko tawaalat de saktey haiN,ya mukhtasar tareen nazam bhi keh saktey hain,
    bahot khush rahiye,
    jawabat ka bohat shukriya

    mujhay ghazal likhnay mein masla hota hai na

    umeed hai k iss silsilay mein meri madad zaroor farmayein gay
    ranisrequest - shairy seekhiye, sabaq 2

  7. #17
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by zeest View Post
    saza

    matlab kano ki khair nai ho gi abb
    kaan,naak sab bachaa ke rakhna is baar,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  8. #18
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by Rani View Post


    aur hathoon ki b danday ko parrnay hein

    ustad ji, iss mamlay ager meri madad chahiye toh hum hazir hein

    aap apni kher manao pehley,
    meri madad to wohi kar sakta hai jo khud kuchh seekhey pehley,aor saabat karey ke woh laaiq,faaiq hai,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  9. #19
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    jawabat ka bohat shukriya

    mujhay ghazal likhnay mein masla hota hai na

    umeed hai k iss silsilay mein meri madad zaroor farmayein gay
    u r most wel come,
    kaya masla hota hai ghazal kehtey huye,ghazal kehna ,nazam kehney se ziyada aasaan hai,aor phir agar koyi masla hota hai to ham kis liye hain yahaan,
    jo bhi masla ho mujh se poochh lo us ka hal,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  10. #20
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: shairy seekhiye, sabaq 2

    Quote Originally Posted by zain View Post
    aap apni kher manao pehley,
    meri madad to wohi kar sakta hai jo khud kuchh seekhey pehley,aor saabat karey ke woh laaiq,faaiq hai,
    ustaad ji, kahin Rani ki be-izzti toh nahi kharab ho rahi na yahan?

    ustad ji mein barri he like fayeq bachi hoon achaaa

    ranisrequest - shairy seekhiye, sabaq 2

Page 2 of 11 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •