Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
bahot shukriya Rani saahiba,is hosala afzaayi ke liye,
mera mashwara to yeh hai ke aap nasri nazam se niklain,aor paaband nazam,ya ghazal ki tarf aayain,
nasri nazam,ho ya paband nazam,is main koyi had muqarar naheen hai,ke nazam kitni lambi ,ya kitni chhoti honi chaahiye,aap jitna marzi chaahain is ko tawaalat de saktey haiN,ya mukhtasar tareen nazam bhi keh saktey hain,
bahot khush rahiye,
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN