/up
"Insaan apni zindgi may buhat say nasheeb-o-faraz say guzerta hai kabhi kamal ki balndio'n ko ja chuta hai..kabhi zawal ki gheraio'n tak ja pohnchta hai sari zindgi woh in hi dono inthao'n kay dermiya'n safer kerta rehta hai aur jis rastay per woh safer kerta hai woh shuker ka hota hai ya na-shukri ka..kuch khush qismat hotay hai jo zawal ki taraf jaye ya kamal ki taraf jaye woh sirf shuker k rastay per hi safer kerty hain kuch aisay hotay hain ko sirf na shukri kay raastay per safer kerty hain chahye woh zawal hasil kery ya kamal aur kuch aisay hotay hain jo in dono raasto'n per safer kerty hain...kamal ki taraf jaty hoye shuker kay aur zawal ki taraf jaty hoye na-shukri kay...."
(Peer-e-Kamil, Umera Ahmad)
Very Nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
​
bilkul sach
yehe do rastey hian bus...
beautiful sharing
true.... bohat khoob...... shukria