Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 30

Thread: Nazam Competition of the Month May 2008

  1. #11
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    thanks appo.BP n Zaib ji

    bas i dont know jo b likha jo b bana likh diya me nay zain ji...mujay nahi pata ais main shairi k asool hain keh nahi but me nay likh diya jo b zehan main aya...
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Nazam Competition of the Month May 2008

  2. #12
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    bohat payara likha hai Dua

  3. #13
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    boojho to janain
    Posts
    9,901
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    very nice Dua dear
    bohat he achi poem likhi hay tum nay

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    thanks so much ap sab ka behad shukriya itni hosla afzayi ka..
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Nazam Competition of the Month May 2008

  5. #15
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    ami1 - Nazam Competition of the Month May 2008
    ami2 - Nazam Competition of the Month May 2008

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    wah buhat he khoobsurat likha hai hijab jani..

    khush raho..
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Nazam Competition of the Month May 2008

  7. #17
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Punjab
    Posts
    173
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    573746

    candel Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak K Soo Jati Hy Maa
    Tab Kaheen Ja Kar Sukoon Thora Sa Pa Jati Hy Maa

    Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hy Maa
    Nojawaan Hote Huye Boodhi Nazar Aati Hy Maa

    Rooh K Rishte Ki Yeh Gehrayian To Daikhiye
    Choot Lagti Hai Humare Aur Chillati Hy Maa

    Kab Zarurat Ho Mere Bache Ko Itna Sooch Kar
    Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur Soo Jati Hy Maa

    Jaane Kitni Barf Si Ratoon Mai Aesa Bhi Hua
    Bacha To Chaati Pe Hy Geeley Main Soo Jati hy Maa

    Jab Khilone Ku Machalta He Koi Ghurbatt Ka Phool
    Aansoon K Saaz Par Bache Ko Bhehlati Hy Maa

    Fiker K Shamshaan Main Aakhir Chitaoon Ki Terha
    Jaise Sookhi Lakriyan, Is Terha Jal Jati Hy Maa

    Apne Aanchal Se Gulabi Aansuon Ko Poonch Kar
    Dair Tak Gurbatt Pe Apni Ashk Barsati Hy Maa

    Saamne Bachoon K Kush Rahti Hy Her Ik Haal Main
    Raat Ko Chup Chup K Lakin Ashk Bersati Hy Maa

    Phehle Bachoon Ko Khilati Hy Sukoon-o-Chain Se
    Baad Mai Jo Kuch Bacha ho Shauk Se Khati Hy Maa

    Mangti Hi Kuch Nahi Apne Liye ALLAH Se
    Apne Bachoon K Liye Daman Ko Phailati Hy Maa

    Gar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koi Rishta Na Ho
    Ek Naye Ehsas Ki Sooli Pe Charh Jati Hy Maa

    Har Eebadat Har Mohabbat Main Nahi Hy koi Gharz
    Be-Gharz, Be-Loos, Har Khidmat Ko Kar Jati Hy Maa

    Bazuoon Main Kheench K Aajaye Gi Jaise Kainat
    Apne Bache K Liye Bahoon Ko Phailati Hy Maa

    Zindagani K Safar Main Gardishoon Ki Dhoop Main
    Jab Koi Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hy Maa

    Pyar Kehte Hain Kise Aur Mamta Kya Cheez Hy
    Koi Un Bachoon Se Pooche Jin Ki Mar Jati Hy Maa

    Safa-e-Hasti Pe Likhti Hy Usool-e-Zindagi
    Is Liye Ek Muktab-e-Islam Kehlati Hy Maa

    UsNe Duniya Ko Diye Masoom Rahber Is Liye
    Azmatoon Main Sani-e-Quran Kehlati Hy Maa

    Ghar Se Jab Pardes Jata Hy Koi Noor-e-Nazar
    Haath Main QURAN Ly Kar Dar Pe Aajati Hy Maa

    De K Bache Ko Zamanat Main Raza-e-Pak Ki
    Peeche Peeche Sir Jhukaiye Door Tak Jati Hy Maa

    Kaanpti Aawaz Se Kehti Hy Baita "Ulwida"
    Saamne Jab Tak Rahe Haatoon Ko Lehrati Hy Maa

    Jab Pareshani Main Ghir Jate Hain Hum Pardes Main
    Aansuoon Ko Poonchnei Khawbon Main Aajati Hy Maa

    Dair Ho Jati Hy Ghar Aane Main Aksar Jab Humain
    Rait Per Machle Ho Jaise Aise Ghabrati Hy Maa

    Marte Dam Tak laote na isaka Bacha Gar Pardes Se
    Apni Dono Putliyan Chokhat Pe Rakh Jati Hy Maa

    Baad MarJane K Phir Baite Ki Khidmat K Liye
    Bhais Beti Ka Baddal Kar Ghar Main Aajati Hy Maa

    Door Ho Jati Hy Sari Omer Ki Us Dum Thakan
    Baiyah Kar K Baite Ka Jab Ghar Bahu Lati Hy Maa


    EPersonalnadeemNew FolderAvatarsicon148 - Nazam Competition of the Month May 2008
    «´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´ ¨`»
    Mohabbatain to faqqat intahayian mangti hain
    Mohabbaton main bhala aetidaal kya kerna
    «´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´ ¨`»

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    The only yeh poet club hai yaha apni likhi hue poetry share ki jati hia or comp main bhi apni he likhi poetry share ki jati hai so app ki poetry comp main shamil nahi ki jaye gi.agar ap khud likh sakte hain tu likh ker yeh edit kardijeye.

  9. #19
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Punjab
    Posts
    173
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    573746

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    Quote Originally Posted by naz View Post
    The only yeh poet club hai yaha apni likhi hue poetry share ki jati hia or comp main bhi apni he likhi poetry share ki jati hai so app ki poetry comp main shamil nahi ki jaye gi.agar ap khud likh sakte hain tu likh ker yeh edit kardijeye.
    thanx for guidline........!!
    mujhe nahi pata tha........!!
    i'll try to write out somelines......!!


    EPersonalnadeemNew FolderAvatarsicon148 - Nazam Competition of the Month May 2008
    «´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´ ¨`»
    Mohabbatain to faqqat intahayian mangti hain
    Mohabbaton main bhala aetidaal kya kerna
    «´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´¨`»«´¨`·.¸¸.*¤*.¸¸.·´ ¨`»

  10. #20
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Nazam Competition of the Month May 2008

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    ami1 - Nazam Competition of the Month May 2008
    ami2 - Nazam Competition of the Month May 2008

    bahot khoobsurat khayalaat aor jazbaat ka izhaar kiya hai aap ne Hijab,aor kiyoon na ho ke,baat jo maaN ki ho rahi hai,
    so bahot si mubaarak baad qabool kijiye apni is tehreer par,

    aek baat aor kehta chalooN,aap ne nazam ki shuruaat ki maaN ko mukhaatib kartey huye,lekin phir achaanak,tukhaatab badal gaya,yehni aap dostoN se mukhaatib ho gayeeN,aesa kiyoon?nazam main is ko khaami maana jata hai,so koshish kijiye ke is tarah ki ghaltioN se bachain.
    lagta hai aap ne mera mazmoon paRa to hai,lekin samjha naheeN,
    bahot khush rahiye,
    Last edited by ishtiaq zain; 10-05-2008 at 10:25 PM.
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •