walaikum salam
main yehe soch rahe thi yaha kami hian inki acha hua laga de post...me bhi share karongi me pass bhot kuch hai
Aslamaykum
iss thread mein aap apnay azmuda kitchen aur baqi ghar say related totkay share kar saktay hein. aur ager aapko kisi particular totkay ki zaroorat hai toh request b kar saktay hein.
thanks
khush rahiye
and here are some from my side:
Too Sweet
If a soup or stew is too sweet, add salt. If a main dish or vegetable is too sweet, add a teaspoon of cider vinegar.
Burnt Food OdorsTo neutralize burnt food odors in the house, mix 1/2 cup whole cloves with 2 cups water in a saucepan and bring to a boil. Simmer cloves for 15-30 minutes. The house smells wonderful and the burnt odor is gone
Preventing Splattering When Frying
A little salt placed in a frying pan will prevent splattering.
walaikum salam
main yehe soch rahe thi yaha kami hian inki acha hua laga de post...me bhi share karongi me pass bhot kuch hai
Agar App NazLa ZuKam Se Bachna Chahte Hain Tu zaida Se zaida w Sabziyan Khayain Jis Main (Hayteen Jeem) Ho.
Last edited by Rani; 03-03-2008 at 03:19 AM.
Chokandar Ko KhuchaL Kar Iska Pani Nichor Lain aur Phir Yeh Pani Naak Main ChirKain...AnKhon Main Yarqaan Ki waja Se Hone waLe Zardi Katam Hojaye Gi.
isko ab kiya kehte hain yeh mujhe bhi nai malom
kuan sa calcium hia yeh
array loko kisi ko iss "hayateen jeem" ka pata hai toh dasso na plzzz
chaye ki badmazgi
chaye k pani ko ager ziyada khola jaye toh chaye badmaza ho jati hai
sheeshay ki bottles
vinegar aur pani say sheeshay ki bottles khoob saaf ho jati hein.
knives ki safai
kacha aloo kaat kar knives per malnay say knives saaf ho jatay hein.
shine ur shoes
black boot polish mein zra sa vinegar mix kiya jaye toh shoes per khoob chamak aati hai.
gud rani
achay totkay hain .......