Page 1 of 4 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 34

Thread: dard jagaaiy barish nay

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default dard jagaaiy barish nay

    ye ghazal kisi zamanay main boht mohabbt say kahi thi...ye meri wahid ghazal hay jis kay baray main az raah e maa iltimaas krta hon k is ki tareef hi kijiye ga.. mera dil chahta hay kay aap is ghazal ki boht ziyada tareef karain.. main hamesha khud pe tanqeed pasand krta hon magr.....!
    • barishghazal 1 - dard jagaaiy barish nay
    Last edited by dreamer; 02-05-2008 at 03:31 PM.
    love thou - dard jagaaiy barish nay

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    4498041

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Agr aap Tareef ka na bhi khaty tab bhi mai tareef hi karta , is liya nahi k aap aur mai aik hi jagha hay balky is liya k aap nay jo Ghazal kahi hay mujhy khud aap nay mazi mai phoncha diya aur her shair asa laga jasy k mujh per likha gya hoon ,

    Bhot shukriya itni khubsuart Ghazal paish karnay ka

    FeamnAllah

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    Quote Originally Posted by Bheegi-Palkain View Post
    Assalam-o-Alikum WR WB

    Agr aap Tareef ka na bhi khaty tab bhi mai tareef hi karta , is liya nahi k aap aur mai aik hi jagha hay balky is liya k aap nay jo Ghazal kahi hay mujhy khud aap nay mazi mai phoncha diya aur her shair asa laga jasy k mujh per likha gya hoon ,

    Bhot shukriya itni khubsuart Ghazal paish karnay ka

    FeamnAllah
    boht boht shukriya ziya...yoon samjh lo kay tum pr hi likhi hay maazi ki kuch sair to krwaao hamain bhi...!
    boht boht shukriya is tareef or hosla afazae ka! sada khush raho
    love thou - dard jagaaiy barish nay

  4. #4
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    KiSi Ki YaDoOn MeIn
    Posts
    615
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    BAhoot khoob janab achha likha hai
    dilduniyameinsiggysd - dard jagaaiy barish nay

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    Quote Originally Posted by Wasi Anjum View Post
    BAhoot khoob janab achha likha hai
    boht shukriya janab! aap jesay achay sha,ir ki midahat qabili zuam hay
    love thou - dard jagaaiy barish nay

  6. #6
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    Assalamo-Alekam Sir Ji!
    Yaqeen maniye hamein khud barish had say ziada pasand hai aur yahan rehtey huey tou is janoon ko taskeen bhi mil jaati hai
    Hum nay bohat dafa chaha kay barish mein kuch likhein, lekin abhi tak kamyaab nahi huay!
    Behtreen shayri her parnay walay ko mutasir karti hai aur shayri cheez he aise hai jo insan kay jazbaat ki tarjumani karti hai.
    Moun boli tareef nahi hai, aap nay bohat he umda ghazal kahe hai, aik aik lafz bohat he gherayi aur apnaiyat say likha gaya hai!
    Hamein parh ker bohat he acha laga!
    Hamesha aisa he acha likhety rahiye aur hum say zaroor share kijeay!
    Hamesha khush rahiye

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    Assalamo-Alekam Sir Ji!
    Yaqeen maniye hamein khud barish had say ziada pasand hai aur yahan rehtey huey tou is janoon ko taskeen bhi mil jaati hai
    Hum nay bohat dafa chaha kay barish mein kuch likhein, lekin abhi tak kamyaab nahi huay!
    Behtreen shayri her parnay walay ko mutasir karti hai aur shayri cheez he aise hai jo insan kay jazbaat ki tarjumani karti hai.
    Moun boli tareef nahi hai, aap nay bohat he umda ghazal kahe hai, aik aik lafz bohat he gherayi aur apnaiyat say likha gaya hai!
    Hamein parh ker bohat he acha laga!
    Hamesha aisa he acha likhety rahiye aur hum say zaroor share kijeay!
    Hamesha khush rahiye
    boht boht shukriya hijaab sahiba..aap nay to itni pasandeedgi or tareef ka izhaar kiya hay kay meri samjh hi nahi aaraha kay kis tarha shukriya ada keron! janab aap ki jitni bhi sha,iri main parhchuka hon wo mery liye hayran kun hay....yaqeenan aap boht achi sha,ira hain.. aik iittla ye dayni thi kay imla ka imtihani parcha laga huwa hay usay hal karain..
    aap ka boht boht hi shukriya
    love thou - dard jagaaiy barish nay

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    Great Sharing

    Mazeed Sharing Ka Intezar Rahe Ga

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    barish

    bht hi zbrdst likha hai hmsha ki terha


    2q0koia - dard jagaaiy barish nay

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: dard jagaaiy barish nay

    barish

    bht hi zbrdst likha hai hmsha ki terha


    2q0koia - dard jagaaiy barish nay

Page 1 of 4 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •