boht boht shukriya hijaab sahiba..aap nay to itni pasandeedgi or tareef ka izhaar kiya hay kay meri samjh hi nahi aaraha kay kis tarha shukriya ada keron! janab aap ki jitni bhi sha,iri main parhchuka hon wo mery liye hayran kun hay....yaqeenan aap boht achi sha,ira hain.. aik iittla ye dayni thi kay imla ka imtihani parcha laga huwa hay usay hal karain..
aap ka boht boht hi shukriya
Aaj nagar mein deir talak barsaat huee
mere haal pe ashk bahaye barish ney
wahhhhh.. kya kehny.. kya achi musalsal ghazal kahi.. ji maazrat ke hum itnay achay nahi ke sirf tareef keren.. agar aap ne koi gunjayesh chori hoti to zaroor tanqeed kertay.. bohat si daad hamari janib se bhi qabool kijiye.. Nawazish..
wafa aur dua ke saath
withlove
kamaal hai,yahaan se bhi mera reply ghaaib,
yeh chakar kaya hai yaar,
modsssssssss.........koyi bataaye ga yeh kaya ho raha hai merey saath?
kher dubara se reply kar deta hoon,.......
to janaab Zubair saahib aap ki ghazal hamain be had pasand aayi hai,har aek sheir,aek aek lafz,daad o tehseen ka haq daar hai,aor aap is khoobsurat ghazal ke khaaliq honey ke naatey mubaarak baad ke,itni achhi ghazal kehney par yeh phool aap ka huwa,
bahot khush rahiye,aabaad rahiye,
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
NICE JI
yaha tu bol ke tarif karwaye jarahe hai kiya baat hai jee ap ki
aaaaaaaaaa ali bhai boht khoOOOOOOOOOOOOOOb
kya kehne