Page 7 of 14 FirstFirst ... 56789 ... LastLast
Results 61 to 70 of 135

Thread: Arslan ...

  1. #61
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by Arslan View Post
    ahhhhh..bash karo me thak gaya hn

    abhi to ye shrooaat hain ..
    waisey sach tellna.. Hijab ne jo jo kaha.. kaisa laga
    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..



  2. #62
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by naz View Post
    Arslan Hijab ki breaks fail hogaye hain isko nahi rok saktey hum
    or rokna chahte bhi nahi...

    ditto /up
    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..



  3. #63
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by Arslan View Post
    achi bat hai...

    alteast section tau alive hai

    lekin english section bilkul dead hain..kuch karo naaz un k liye bhi

    u jaan daalo na english section me
    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..



  4. #64
    Arslan's Avatar
    Arslan is offline ĠǻИďД ЬãċĦǻ
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Re: Arslan ...

    koi me mein jaan daaly tau

    hijaabo k baary mein kiya kahon..bohat xpert lagti hain...

    sahi kaha hai..lekin phir bhi dil hai k maanta nahi

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - Arslan ...

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  5. #65
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by Arslan View Post
    koi me mein jaan daaly tau

    hijaabo k baary mein kiya kahon..bohat xpert lagti hain...

    sahi kaha hai..lekin phir bhi dil hai k maanta nahi

    dil ki to
    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..



  6. #66
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by SeRiOuS ThOugHts View Post

    ST.. acha chalo ek baat tello me ko
    u ne kaha Muhabbat me hijr, dard, ansu bhi miltey hain .. right ?
    to me ne wi ki muhabbat to.. me ko kuch wi nahi mila in me sey.. to kya ab ye bat contradict nahi karti ke .. ya to u ghalat keh rahay ho ya fir me ne muhabbat hi nahi ki



    actually dekhna chahta hun u kya kehtey ho .. kisi point per laanay ki koshish hai


    Yaar Dekho Laazmi Nahin Hai Ke Har Insan Ki Kismat Ek Jaisi Ho

    Aap Ko In Main Se Kuch Bhi Nahin Mila ALLAH Ka Shukar Adaa Karo

    Ke Aap Khush Naseeb Ho

    Aksar Laugon Ko Mohobbat Main Numaayaan Kamyaabi Haasil Hoti Hai

    Aur Un Ki Zindagi Main Tension Naam Ki Koyi Cheez Hi Nahin Hoti

    Kehne Ka Maqsad Ye Hai

    Ke Har Insan Ka Naseeb Ek Jaisa Nahin Hota

    ALLAH TAALA Ne Mohobbat Main Ek Ehsas Bhi Rakha Hai

    Aap Ko Apne Ghar Waalon Se Mohobbat Hoti Hai

    Un Ki Ek Tarap Par Aap Ka Dil Tarap Uthta Hai Aur Wo Dard Aap Mehsoos

    Karte Hain Aur Doosri Mohobbat Aap Ki Us Insan Se Jisay Aap Bepanah Chahte

    Haun Aur Wo Berukhi Kare Yaa Kuch Bhi Waja Ho Dil Khoon Ke Aansoo

    Rota Hi Hai Mere Dost ... Main In Dino Ye Sub Seh Raha Hoon

    To Aap Laugon Se Mohobbat Ke Topic Pe Baat Karne Se Kuch

    Dil Ko Sukoon Mill Raha Hai Warna Ek Pal Sukoon Nahin Hai

    Doosri Baat Mohobbat Main ALLAH PAK Ne Dard Rakha Hai

    Is Baat Ko Koyi Jhutla Nahin Sakta Jin Ko Mohobbat Ke Badle Mohobbat

    Milli Wo Sukoon Main Reh Gaye Jin Ko Berukhi Milli Wo To Bus Zinda Jall Gaye

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  7. #67
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by SeRiOuS ThOugHts View Post
    Me samajh sakta hun ST... me guzar chuka hun is daldal sey merey dost.. lekin me kya karun agar meri muhabbat us ke lye khatam nahi hui aur barhti gayee us ki khushi chahta gaya .. aur khud ko waisa banadaala jaisa wo dekhna chahti thi... tujhe pata hai hua kya.. aakhir kaar jeet hui meri ..jis shakhsiyat ko muhabbat per zara bhi yaqeen na tha wo aaj mujh ko mujh se ziada chahti hai ..
    Maana qismat ka bhi haath hota ha lekin mehnat kabhi nahi choro.. naseeb badal bhi jatay hain .. Khuda meherban hai.. us ke dil ko badalna kya bari baat hai



    Yaar Bohot Khush Naseeb Ho Kasam Se

    Dekho Is Qurb Se Guzar Chuke Ho Aur Ab Tum Sukoon Main Ho

    Lekin Hum To Guzar Rahe Hain Na

    Bus Dua Karna Yaar Ye Jo Ek Patthar Dil Pe Hai Wo Utar Jaaye

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  8. #68
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Arslan ...

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    please guye don't mind lekin jaisay aap log mohabbat ko define ker rahey hein mein aise mohabbat ko manti nahi.

    mein aap k seniments aur feelings ki qadar kerti hoon lekin mere nazdeek mohabbat k badlay mein mohabbat ka milna zaroori nahi hai.
    hum nay mohabbat k badlay na kabhi mangi mohabbat
    hum nay mohabbat tujh say sharton say paak ki hai.


    bilkul sahi baat ki hai hijab keh muhbbat return nai magti.....



    per ais baat say ankh nai pheri ja sakti keh insaan ki nature hai..wo jis say payar kerta hai apna kehta hai...us k dil main b khawahish ati hai keh wo b aisay he chaha jaye..jo ehsaasat aj kisi k liye us k dil main hain..aisay he us k liye b us shakhs k dil main hoon jo usay jaan say b zada payara hai...so its nature...insaan tu aisa he hai.....
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Arslan ...

  9. #69
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Arslan ...

    well muhbbat ko aj tak koi b define nai ker saka or na he ker paye ga.....

    ishfaq ahmed ki ik book nazar say gurzi tu us main unhon nay likha tha keh...her muhhbat ki apni taseer hoti hai....matlab keh her muhbbat ik jesi nai hoti us ki diff situations diff descriptions hoti hain

    jo b hijab ST or Arsi nay kaha sab apni apni jaga sahi hai.......

    ik baat jo main arsi say pouchna chati hoon keh...tum nay ik jaga likha keh tum nay wafa ki umeed nai rakhi....aisa he tha kaya?....tumhari baaton say tu bilkul b nai lagta keh tum nay aisi koi umeed nai rakhi?....coz jab insaan kisi ko chahta hai tu us k saath umeedien khud lagti hain.,....expectations khud bharti hain...un per kisi b insaan ka bas nai rehta.....so main ais baat say totally disagree kerti hoon jo yeh kahay keh muhbbat main paa lenay ki umeed nai thi ya meri muhbbat k saath expectations nai thi...even muhbbat khamosh b karo na ap kisi k saath tu....kabhi kabhi dil main khayal anay lag jata hai keh...kash us shakhs ko pata chal jaye keh main ais ko kitna chahta hoo..kash sirf ik dafa he us ko pata chal jaye meri muhbbat ki shidat.....


    yeh b sach hai keh jab kisi say muhbbat kertay ho to ap kehtay ho keh chalo ager us ko nai hai tu mujay tu hai na us k saath...lakin ap k dil main khawahish zaroor hoti hai keh wo b chahay ap ko beshak ap ki tarhan na sahi...per us k dil main muhbbat tu ho ap k liye...


    jab ap kisi say muhbbat kertay ho kaya usay pannay ki koshish nai kertay?...kaya yeh nai chahtay keh wo ap ko mil jaye or ap sari umer apni muhbbat k saath khushi khushi guzar daien?.....kaya aisi koi umeed aisi koi khawahish nai hoti?.....

    beshaik muhbbat paa lenay ka he naam nai kuch logon ko nai b milti un ki muhbbat....wo tu kismat na....per kaya yeh sahi hai keh ap muhbbat k start say keh kaho keh mere dil main koi umeed koi khawahish nai usay panay ki bas muhbbat hai or bas apnay tak he apnay liye hai.....mera nai khayal keh aisa kuch b hota hai..jesay jesay insaan k dil main us shakhs k liye muhbbat bharti hai waisay waisay he khawahishat or umeedien expectations bharti hain.....koi b muhbat limites main reh ker nai ki jati keh...ap apni muhbbat k gird boundry line bana lo keh....yahan tak rehna hai main nay..ais say agay nai bharana....muhbbat kabhi b mehdood nai hoti......

    pata nai kahan say kahan agayi me.....per pata nai wo samhja saki ap ko jo main samhjna or kehna chahti hon.....
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Arslan ...

  10. #70
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Arslan ...

    hayeeeeeee rano yeh baat mjhe bhot achi lagi k kahe na kahe leken dil main khawaish yeh hoti hai wo bhi hamain chahye wiase nahi tu tora kum he chahey leken chahey zaror i totall agree with u

Page 7 of 14 FirstFirst ... 56789 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •