u her waqt Mohabbat k liye aise ku rehte
u her waqt Mohabbat k liye aise ku rehte
Such Hi To Kehta Hai
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
oye loko.............haqeeqat mein jeyo
mana bay-gharz mohabat kerna mushkil hota hai, lekin mohaabt mein sudo-ziaa nahi dekhey jatay
ishq ujrat talab na tha warna
hum tere dar ki chakri kertay
mohabbat ko "mohaabt" he rehnay dou, isay 'dard, hijar, aziyat' mat banayo, k yeh milay ya na milay is ka suroor mehsoor rakhta hai
yeh kia muqaam aa geya hai mohabbat mein
jitna maza us k hijar mein hai us k wasal mein nahi
please guys be positive and take this 'jazba' as it is
sorry in advance if my words bothered any of you
Mohobbat Main Hijr Dard Aansoo Bhi To Milte Hain
Mohobbat In Cheezon Ke Bagair Adhoori Hai
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
SD per aik member hain Hina, un ka siggy hai
"mohabbat apnay ilawa kuch nahi deti is liyey mujhe mohabbat say mohabbat hai."
nothing more to say, bus itna kahoon gi
mohabbat faqt mohabbat hai
anso, dukh, dard hamaray aehsas hotey hein aur kuch nahi
aur mohabbat bhi aehsas hai, aik khubsurat aehsas aur jab yeh dil mein ho tou dosron ahesas ki jagha kam hoti hai aur value bhi
"mohabbat sirf mohabbat hai"
Wo To Un Ka Apna Nazariya Hai Na
Jahan Tak Doosron Ki Baat Hai Aur Jis Pe Beetti Hai Us Se Poochein
Chalein Ye Bhi Aap Ka Nazariya Hai Ke Mohobbat Ek Khubsoorat Ehsas
Hai Ye Bhi Main Maanta Hoon
Lekin In Dard Aansoo Judaayi Ko Aap Mohobbat Se Juda Nahin Kar Sakti
Kyun Ke Mohobbat Apne Saath Ye Sub Cheezein Le Kar Aati Hai
Last edited by Mohammad Sajid; 16-05-2009 at 12:35 AM.
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا