yahi tu me nay tum say poucha tha keh tum nay kaha keh tum nay koi umed nai lagayi thi..jab keh aisa hai he nai..
or umeedon ko khak main miltay dekha hai bardasht b kiya hai....sach umeedien jab toutti hain buht takleef deti hain....insaan ko b tour phor ker rakh deti hain....kher
pata chal jaye tu kaya.....ap k jazbay sachay hain us k liye tu bas wo tu rahien gaye na.,....baki jo wo kare ga us ka wo khud zumedar ho ga....
abhi appo say yahi baat ker rahi thi keh...jo ik lafz bana howa hai na muhbbat k liye keh muhbbat begarz hoti hai her insaan nay us ko apnay apnay mutabik use kiya hai...muhbbat begarz hoti hai ais meaning main keh wo apnay ilawa dosray say kuch b nai mangti...ik muhbbat k badlay muhbbat he tu mangti hai...kaya aisa mangna us ka aisi garz rakhni us ki galat hai kaya? kaya chahay janay ka haq usi ko jis ko chaha ap nay....ap ka koi haq nai?