.. nahi muhabbat ka talluq umer se kahan.. lekin itni jaldi itna kuch janna asaan bhi nahi waisey
umar kahin ziada tau nahi ho gayi??????
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
.. nahi muhabbat ka talluq umer se kahan.. lekin itni jaldi itna kuch janna asaan bhi nahi waisey
Tujhe Bhula Diya..
Phir Kyun Teri Yadon ne..
Mujhe Rula Diya ..
umar ka bhai bohat dakhal hai
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
umar koi dhakal nahi hia bhia mere mohb kabh bhi hosakti hai.......
arsi jo log burhay ho jatay hain un k dil nai rehtay kaya?...un ko muhbbat nai ho sakti kaya?
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
inhe burhpey main zaida zarorat hoti hai mohb ki
coz jawani tu guzar he jati hai mouj masti main...
mohabbat ki tau her age mein loar hoti hai raano...
coz koi bhi rishta mohabbat k bina qaim reh he nahi sakta
Naaz..jawaani mein jo gul khilaaye hn gy aagy wohi aayein gy na
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
umer k saath saath he tau ap ki r ap k mind ki growth hoti hai dats y..
childhood mein kisi ko inni samjh boojh hoti hai jinni hijaabo mein hai???
han us age mein aik baat bohat achi lagti hai..r wo hai befikri
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
hum tou ghame-jahan k aseer thay
yeh ghame-jana kaha say aa geya hai
bari changi baat hai aap log meri baton ko samjh rahey hein aur pasand ker rahey hein. mere lafzon mein itni hidat aur taqat na hoti agar mein nay bhi is ko samjha na hota. bay-shak is per lakhon tehreerein likhi jaa sakti hein
lekin sachi baat hai mein jitna bhi likho kam hai. mujh say jab kuch nahi ho sakta tou mein yeh keh deti hoon k mohabbat bus mohabbat hai
kyon k is lafz mein sab kuch hota hai
samjh he nahi aati guftago kahan say shuro karo aur kahan per khatam karo
jab her souch mein, her baat mein, her lafz mein is ke bheeni khusboo bhar ja'ay tou her lafz jagmagata hai aur her aik k dil mein utar jaata hai.
mohabbat samjhnay ki nahi kernay ki shay hai kyon k jab aap isay ker letey hein tou samjh khud he aa jaati hai