Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 19 of 19

Thread: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

  1. #11
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by sheem View Post
    wah bohat zaberdast

    bohat hi achi nazam likhi hai aap ne

    keep it up dear
    aap ki pasendeedgi ka Behad shuker'guzar hon.. Nawazish..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  2. #12
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    wow, zaberdast janab
    Bohat Shukria janab

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  3. #13
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    wow, bohat he khoob
    zabardast kawish
    Bohat hi Shukria.. Nawazish

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  4. #14
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by ~*Dua*~ View Post
    wah kaya he kehnay..


    zaberdast
    aap ki hosla afzai ka mamnoon hon .. Nawazish..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  5. #15
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by Bheegi-Palkain View Post
    Assalam-o-Alikum WR WB

    wah bhot khubsuart

    FeamNAllah
    Bohat Shukria janab.. Nawazish..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  6. #16
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by asif shahzad View Post
    wha kia batt hi buhat umdha nazam hi
    is hosla afzai ka Behad Shukria..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  7. #17
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by Đŕeåmẹr View Post
    aik martaba nahi do martaba nahi chaar martaba nazm parhi hay.. or yaqeen jano kay itni taweel nazm ko baar parhtay hoaiy kaheen bhi nazar nahi chooki,na dil tha kay pehlo main rahta!
    aisa khoobsoorat samaan bandha hay saahb kay jawaab naheen, misray kay sath misray ka tasalsul,rabt,or nazm ki bunat say kaheen bhi mahsoos nahi huwa kay kareegari ki gae hay...bilkul aamad thi..poori ki poori nazm aamad thi sirf is nazm main teen misray mujhay lagay jin ki aamad aawurd ki mohtaaj hoee... wo misray main likhta hon tum batana kay ye bhi aamad hi hay ya is main kuch kaarkhan e zahn ka dakhal bhi hay,misray ye hen
    ``janay tum nay kiya kiya guman palay hen``
    ``tabassum ka diya rakha hay``
    ``meray dukh ki meead koan janay``
    ye misray nihayet khoobsorat hain...poori nazm boht tareef kay laaiq hay..or ye itni tareef is liye nahi hay kay pichli nazm pr tanqeed ki thi, ye waqaee boht umda namoona e izhaar hay... jitni marzi daad layna chahain laysaktay ho.

    yaqeenan aap ne humen khareed liya.. qeemat hi itni laga di ke aap ke khaloos haton bikna para.. Behad Shukria.. warna khaksar kis liaq hai aap bakhoobi janty hein.. aur ye sab ki sab bus eik khas kafiyat thi jo waraq per utaar di.. baqi aap ka husn-e-nazar hai .. Nawazish..


    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  8. #18
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by naz View Post
    ap ko kuch kehna aisa hai ke hum kuch keh he nahi rahe..

    bus aap ki inayat hai aur to kuch bhi nahi .. aap ka azhad mamnoon hon.. Bohat Nawazish..


    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  9. #19
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    Quote Originally Posted by zain View Post
    arrey wahhh!!!!!!!!!
    yeh woh lafz hai jo nazam paRtey saath hi be ikhtiyaar hontoN se ada huwa,
    nazam kaya hai,aek behta huwa dariya hai,jo parney waaley ko apne saath,door,bahot door tak baha le jaata hai,aor behney waaley ko aehsaas tak naheen hota,
    sach to yeh hai ke is qadar khoobsurat nazam ki ta.areef ke liye merey paas alfaaz naheen haiN,so sirf mubaarak baad se kaam chalaata hoon,ke itni khoobsurat nazam kehney par aap yaqeenan daad o tehseen,aor mubaarak baad ke haq daar haiN,
    bahot khush rahiye,aabaad rahiye,likhtey aor ham se share kartey rahiye,
    janab-e-ishtiaq aap se sahib-e-ilm ki aisi tareef .. yaqeen mujhe maghroor ker dey gi.. jabke ye sab to aap se seekh seekh hi likhty hein.. Behad Nawazish.. ke aap ne na sirf waqt nikala.. bulkay nazm ko parha, parkha aur saraha bhi.. 4012 - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    4012 - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**
    .
    .
    koitaveezho - **Poora Dukh aur Aadhi Raat**

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •