"Humay bhi dukh hai dil-e-zinda dil kay mernay ka
kisi kay pas mager kab ilaaj is ka tha....."
Umeed-e-yaar, nazr ka mizaj, dard ka rang
Tum aaj kuch b na poocho k dil udas bohat hai
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
"Humay bhi dukh hai dil-e-zinda dil kay mernay ka
kisi kay pas mager kab ilaaj is ka tha....."
"bahir to sjaa rkhay thay khush-rang aainay
ander say dil ka sheesha mager tootta raha...!!
Kya Bhala mUjh kO Prakhney Ka Nateeja Nikla
Zakhm e Dil Aap Ki nazroN Sey Bhi Gehra Nikla
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Boht shoor sunty thay pahloo mein dil ka
cheera jo tou ik qatra e khoon na nikla
Taa'na zan tha her koi hum per dil e NADAN samait
hum ne chora shehr e ruswai dar e Janaan samait.