Page 2 of 16 FirstFirst 123412 ... LastLast
Results 11 to 20 of 156

Thread: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

  1. #11
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Asalam.o.Alaikum

    aik naya silsila shuro kartey hian
    acha ji........

    karna yaha yeh hai ke hum aik member ko invite kare gai ...
    okay....phir....

    or inko or members ke naam dai gai...
    oh acha ji......

    takey wo in k bare main jo kehna chahte hain wo kahain...
    :ANYWORD:

    ohhhhhhh, mazay hein...hien hein .....

    so hamari pehli mehman Hijab Hain
    okay okay ji, thanku thanku

    Hijab ko hum in members ke naam de rahe hain jin k bare main Hijab ko batana hia ke in main kitna Daam Hai
    kuj dam hein in mein

    so Hijab ap ki list yeh hai
    hmmmmm

    sheem-in ko me zaiad tou nahi jaanti kyon k in say ziada baat he nahi hoti. lekin jitna jana bohat acha paya inhein, bohat friendly hein. forum ko achay say maintain rakhti hein, hamaray para say SD ki mechanic hien ji yeh
    as a team member jo in ki responsibility hai usay achay say janti hein. straightforward hein, jo kehna ho keh deti hein
    khush rahiye

    naz-mohabbat ki ustani hien yeh aapi jaani kuj pagli si kuj deewani si . mein nay kabhi inhein Admin samjh ker baat ki he nahi..sachiiiii
    hamesha aapi samjh ker ki hai aur in say baat kertay huey kabhi jhijak mehsoos nahi hue....bilkul choti sis ki taran treat kiya hai inhon nay me ko she is just 22222 awesome
    khush rahiye aapi

    Heer-in say bhi ziada baat shaat nahi hue. poetry ka bohat acha zouq rakhti hein. bohat khubsurat likhti hein. udas rehti hein yeh . in ko muft mashwara hai, na udas raha karein. banda bhaira lagda ae na
    khush rahiye

    Rano-yeh tou masi bilbatori hai. bara khiyal rakhti hai yeh mera . is say aksar baat hoti rehti hai, bohat friendly nature ki hai aur kafi makhooli bhi hai. SD per ronaq ki wajhkhush raho

    Irfan-seyana banda hai ji. acha mod. hai. acha member hai. MASHAALLAH sab ki respect kerta hai, bohat achi baat hai yeh in ki, larkiyon say baat achay manners mein kertey hein waisay pata nahi me ko lagta hai student bhi laiq shaiq hai. in kay sigy bohat achay hotey hein, hum tou parh parh k hanstey rehtey hein. manmouji aur tention free banda hai
    khush rahiye

    DT-nice member and responsible mod. thoray ghusay k taiz. helpful and repectful sab ko khush rakhtey hein aur SD per in ki amid say ronaq mein azafa hota hai
    khush rahiye...

    ST-yeh banda kuj pagal hai. her waqt routa rehta hai /thapar
    active hai, respectful hai, helpful hai, lekin udas kafi rehta hai. i think isay pata hona chiyae k her cheez k dou rukh hotey hein. yeh negative baat ko ziada dekthey hien aur positive ki janib chahtay huey bhi bharna nahi chahtay.
    khush rahiye aur yeh udasi ka labada utar di jeay

    SS-mature, senior, shadi-shuda banda
    jokes achay hotey hein in k. respect kertey hein sab ki, aur bohat achay member hein
    khush rahiye...

    Geo-cricket lover, pangay-baz, masi larako
    khush rehn day yaar

    guria-bohat sweet si member friendly nature ki hein aur bohat achi mod. aur guriya hein
    khush rahiye

    Paras-sab say alag si lagi yeh hum ko. acha adab ka zouq. achi baatein kerti hein. mature aur realistic approach rakhti hein. mujhe in ki baatein achi lagti hein bohat
    khush rahiye

    Mehar-snajeeda aur purkhuloos member. bohat sweet aur caring hein
    hamesha khush rahiye

    Manoos Ajnabi-adab ashna. kam kam aati hein, ziada baat nahi hue kabhi in say. SD ki bohat achi member
    khush rahiye

    Lucky zee-achay member hein, in ko mein ziada nahi janti
    khush rahiye

    Bint-e-adam-dulhan lover hein yeh baji ji . bohat achi member hein, mazay ki hoti hien in ki threads.
    khush rahiye

    mufliha-masoom farishta, ajnaan , nadan, bohat payari si member hein. zimay-daar mod.
    khush rahiye

    Rabi-kam kam aati hein, ziada nahi jaanti inhein. friendly aur adab ashna hein
    khush rahiye

    KnOwN_StRaNgEr-great poetry choice hoti hein in ki designing mein
    khush rahiye

    Sky angel-achi threads hoti hein in in. aaj kal kam kam nazar aati hein
    khush rahiye

    zain-hamara Ustad mohtram greaaaaaaaat poet MASHAALLAH, bohat achi taran baat ko samjhtay hein. helpful magar forum per inactive
    khush rahiye

    bus itne se logon ke bare main
    haan.......kuj inay bhi nahi thay

    agar koi member chahta hai ke Hijab inke bare main bhi apne irshad farmaye tu wo inki post main kehsakta hai
    haan haan aa jayo.......abhi milk ka milk aur water ka water kerti hoon

    so lets start Hijab
    kahtam vi ho geya

    or Mjhe marna nahi ke aik dum attack
    huhu.....

    /rock

    I know na

  2. #12
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default

    sheem-in ko me zaiad tou nahi jaanti kyon k in say ziada baat he nahi hoti. lekin jitna jana bohat acha paya inhein, bohat friendly hein. forum ko achay say maintain rakhti hein, hamaray para say SD ki mechanic hien ji yeh
    as a team member jo in ki responsibility hai usay achay say janti hein. straightforward hein, jo kehna ho keh deti hein
    khush rahiye
    SD ki machine

    acha naam diya hia

    Last edited by sheem; 30-05-2009 at 12:23 AM. Reason: same replies

  3. #13
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    naz-mohabbat ki ustani hien yeh aapi jaani kuj pagli si kuj deewani si . mein nay kabhi inhein Admin samjh ker baat ki he nahi..sachiiiii
    hamesha aapi samjh ker ki hai aur in say baat kertay huey kabhi jhijak mehsoos nahi hue....bilkul choti sis ki taran treat kiya hai inhon nay me ko she is just 22222 awesome
    khush rahiye aapi
    kiya baat haina meri
    thanku so much yaar

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Heer-in say bhi ziada baat shaat nahi hue. poetry ka bohat acha zouq rakhti hein. bohat khubsurat likhti hein. udas rehti hein yeh . in ko muft mashwara hai, na udas raha karein. banda bhaira lagda ae na
    khush rahiye
    udas

    bhaira ka matlab

  5. #15
    Join Date
    May 2009
    Location
    Lahore
    Age
    39
    Posts
    10,281
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Quote Originally Posted by naz View Post
    kiya baat haina meri
    thanku so much yaar
    abb hawa man maat uurnay lag jana

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Zabardst thread hay

    Meri bari aanay dou ek ek se chun chun kar badla lon ga

    Hijab ko pahla mahmaan bana diyaa wo tu kuch bolay gi bhi nahi

    hum pangay baazon ko banati tu maza aata naa

    Hijab u know naa main tu acha hon naa
    Last edited by SiLenT ScReaM; 28-05-2009 at 01:22 PM.

  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    Asalam.o.Alaikum

    naz-mohabbat ki ustani hien yeh aapi jaani kuj pagli si kuj deewani si . mein nay kabhi inhein Admin samjh ker baat ki he nahi..sachiiiii
    hamesha aapi samjh ker ki hai aur in say baat kertay huey kabhi jhijak mehsoos nahi hue....bilkul choti sis ki taran treat kiya hai inhon nay me ko she is just 22222 awesome
    khush rahiye aapi

    SS-mature, senior, shadi-shuda banda
    jokes achay hotey hein in k. respect kertey hein sab ki, aur bohat achay member hein
    khush rahiye...

    Bint-e-adam-dulhan lover hein yeh baji ji . bohat achi member hein, mazay ki hoti hien in ki threads.
    khush rahiye

    mufliha-masoom farishta, ajnaan , nadan, bohat payari si member hein. zimay-daar mod.
    khush rahiye

    tum se Tareef karnay k liyee nahi Dil khol kar kahnay k liyee kaha tha
    Last edited by SiLenT ScReaM; 28-05-2009 at 01:24 PM.

  8. #18
    Join Date
    May 2009
    Location
    Lahore
    Age
    39
    Posts
    10,281
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    hahahha jitna kar shakti the kar liya

  9. #19
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Thank U So Much Hijab Sub Ke Baare Main Bohot Acha Bataaya

    Jojo Ke Baare Main Nahin Bataaya

    Chalo Bataao Jojo Ke Baare Main
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  10. #20
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default re: ... Kis Main Kitna Hai Daam ... Hijab

    Naz Mujhe Sub Se Aakhir Main Bulaana Bataane Ke Liye

    Pehle Mera Naam Na Lena Bcz I Am BZ

    Aakhri Main Bataaoun Ga Sub Ke Baare Main
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

Page 2 of 16 FirstFirst 123412 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •