bahot shukriya bhahi is pazeerayi aor hosala afzaayi ke liye,
be had mamnoon hoon ke aap ne meri tehreer ko itni tawajah bakhshi,aor ghalti ki nishaandahi ki,mujhey aap ki baat se bilkul itefaaq hai,aor is ghalti ka aehsaas bhi huwa tha jab yeh ghazal kahi thi,leken jab aehsaas huwa to note book main to taseeh kar li thi,lekin inpage main is ko tabdeel karna bhool gaya,so bahot achha huwa ke aap ne is tarf tawajah dila di,main abhi is ko edit karta hoon,
aap ki muhabbaton ke liye aek baar phir be had mamnoon hooN,
bahot khush rahiye,
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
bahot shukriya Naz,
bahot khush rahiye,
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN