Salam
Title Se To Aap Sub Parh Hi Chuke Hain
Is Tharead Main Koyi Aisa Misrah Share Kijiye
Jo Dil Ke Saath Rooh Ko Bhi Choo Jaaye
So Lets Share It
Salam
Title Se To Aap Sub Parh Hi Chuke Hain
Is Tharead Main Koyi Aisa Misrah Share Kijiye
Jo Dil Ke Saath Rooh Ko Bhi Choo Jaaye
So Lets Share It
Last edited by Mohammad Sajid; 26-07-2012 at 12:38 PM.
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
کسی کے ظرف سے بڑھ کر نہ کر رسم وفا ہرگز
کہ اس بے جا شرافت سے بڑا نقصان ہوتا ہے
تجھے بھولنے کو ایک پل چاہیئے
وہ پل جس کو موت کہتے ہیں لوگ
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
woh jo haath bhar ka tha fasla kayi mosamon tak badal geya
usay naaptay usay kaat'tay mera sara waqt nikal geya
Woh geet jo tum nay suna nahi meri umar bhar ka riaz tha
Meray dard ki thee woh dastan jisay hansi mein tum ura gaye
o nayi o sohneya terey bin guzara
Pal Bhar Kaise Badalte Hain Rishte
Ab To Har Apna Begaana Lagta Hai
woh kon log thay jinho na paa liya tujhay ya Rab
hum ko to dushwar ho gaya ek shakas ka milna
aye muje tu nazar chaar su
Meri Koyi Khata To Saabit Kar
Agar Bura Hoon To Bura Saabit Kar
Apne Khilaaf Mujh Se Agar
Ek Bhi Harf Suna Hai To Saabit Kar
Main Bewafa Hi Sahi
Par Tu Apni Wafa Bhi Saabit Kar
khuda ya mohbbat .....