Salam
Title Se To Aap Sub Parh Hi Chuke Hain
Is Tharead Main Koyi Aisa Misrah Share Kijiye
Jo Dil Ke Saath Rooh Ko Bhi Choo Jaaye
So Lets Share It
Salam
Title Se To Aap Sub Parh Hi Chuke Hain
Is Tharead Main Koyi Aisa Misrah Share Kijiye
Jo Dil Ke Saath Rooh Ko Bhi Choo Jaaye
So Lets Share It
Last edited by Mohammad Sajid; 26-07-2012 at 12:38 PM.
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
kab apni zaat ka koi sira hum ko mila
us ki nigaah se tha zara silsila mila
jab tak wo bakhabar tha so apni khabar rhi
wo ajnabi hua to na apna pata mila
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں
Last edited by *resham*; 23-09-2013 at 11:28 PM.
Kuch Nafraton Ki Nazar Hua Mera Ye Wajood
Baaki Jo Bach Gaya Tha Mohobbat Main Mar Gaya
روتے ہوئے لبوں سے کبھی مسکرا کہ دیکھ
اے فریب دینے والوں کبھی فریب کھا کر دیکھو
Ujre Huye Is Dil Ke Har Ik Zakham Se Poocho
Is Shehar Main Kis Kis Se Mohobbat Na Huyi Thi
Bana Kar Chor Dete Hain Apni Zaat Ka Aadi,
Kuch Loog Yun Bhi Intiqaam Lete Hain….
Benishan Manzilon Ke Safar Par
Kabhi Niklo To Jaano Ge
Hum Jaise Musafir
Kyun Ghar Ka Rasta Bhool Jaate Hain
دل عجب شہر کہ جس پر بھی کھلا در اس کاوہ مسافر اسے ہر سمت سے برباد کرے
اپنے قاتل کی ذہانت سے پریشان ہوں میںروز اِک موت نئے طرز کی ایجاد کرے
Mere Dil Main Daikh Sako Tu Shayad Ye Jaan Lo
Kitni Khamosh Muhabat Tum Se Karta Hai Koi
Dinn Main MASMAAR Huway, Raaat Ko TAMEER Huway
Khuwab Hi Khuwab, Faqat, Rooh main JAAGEER Huway
Umr Bhar Likhtay Rahay, Phir Bhi Warq SAADA Raaha
Jaanay Kia Lafz Thay, Jo Hum Say Na TEHREER Huway