Salam
Title Se To Aap Sub Parh Hi Chuke Hain
Is Tharead Main Koyi Aisa Misrah Share Kijiye
Jo Dil Ke Saath Rooh Ko Bhi Choo Jaaye
So Lets Share It
Salam
Title Se To Aap Sub Parh Hi Chuke Hain
Is Tharead Main Koyi Aisa Misrah Share Kijiye
Jo Dil Ke Saath Rooh Ko Bhi Choo Jaaye
So Lets Share It
Last edited by Mohammad Sajid; 26-07-2012 at 12:38 PM.
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
gar zindagii mai mil gaye phir ittafaaq se
puuchhenge apanaa haal terii bebasii se ham
Tujhe Main Jee Bhar Ke Dekhoon Mujhe Haq Hai
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
ye log kaise magar dushmani nibhaten hain
hamin ko ras na ain muhabbaten karani
Haar Jaata Hai Jo Mohobbat Main
Dil Wohi Kamyaab Hota Hai
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Tujh Ko Maaloom Bhi Hai Kitna Talabgaar Hoon Tera
Pooch Un Farishton Se Jo Rauz Likhte Hain Dua Meri
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Meri Aankhon Main Dekh Aaa Ke Hasraton Ke Naqoosh
Khawabon Main Bhi Tere Milne Ki Faryaad Karte Hain
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Wohi Muntazir Nigaahein Wohi Shaam_E_Gham Ka Aalam
Main Azzal Se Takk Raha Hoon Teri Waapsi Ka Raasta
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Tumhein To Sirf Mausam Ke Badalne Se Shikwa Hai
Hum Ne To Sar_E_Aam Insan Badalte Dekhe Hain
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Kaun Ujra Hoga Bhari Dunya Main Hamari Tarah
Tu Bhi Na Mila Hum Ko Aur Khud Ko Bhi Hum Ganwa Baithe
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Kaanton Pe Guzaar Dete Hain Apni Saari Umar
Kaun Kehta Hai In Phoolon Ko Koyi Gham Nahin Hota
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا