last wala tu
mehfil lout le janab ne
last wala tu
mehfil lout le janab ne
Sukh usi ke sab huye, dukh sabhi mere liye
uljhanen sulajh gayee'n, sab hisaab ho gaye
wahhh.. janab-e-ishtiaq.. kya hi kehnay.. tamam tar ghazal umdah ashaar liye.. lutf aa gaya.. maqta to khoob hi kaha.. mundarja bala shair eik mukamal takhleeq hai .. dhairo'n daad-o-mubarakbaad iss kamyabi ki nazr.. Bohat Nawazish..
wafa aur dua ke saath
withlove
Walekam-Aslam
waisay tou aap ki sari ghazal he behtreen hoti hai
lekin kuch ashar bohat he umda hotye hein
jaisay is ghazal ka last shair
wah hemsha ki tarhan buhat he khoobsurat...
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
kiya kahnay hain zain jaani kiya baat hay tumhari...
ik kiran mang kr wo aaftaab hogaiy..... mery khiyal se ye misra aisa hay kay is se aagay ghazal kiya parhi jaaiy... is misray ko sanbhal kr rakhna zain ji,,kuch share shanasi hay hamain,,ye her zuban zad e aam honay wala misra hay... kiya baat hay yaar
tum khud is ghazal ko parho aik martaba meray kahnay se.... ye misra poori ghazal pr bhaari nazar aaiy ga...kiya kahnay hain yaar
ik kiran maang kr wo aaftab hogaiy....wah wah..subhanAllah
wha all shair is good buhat umdha .......
aap sab ka bahot shukriya,
aap tamaam doston ki muhabat qarz rahi,INSHA ALLAH jald hi fardan fardan reply karoon ga,
bahot khush rahiye,)
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
too good!
bht bht acha likha zain app nay