Walekum Salam
Nice Topic
Asalam.o.Alaikum
Socha Koi Discussion topic bhi GS main shuro kiya jaye...aj ka hamara pehla Mouzo "Damad" ka hai...jinko "behnoi" bhi kha jata hai... yaha hum yeh discuss kare gai ke kiya "Damad" kabhi Apna "Son" bun sakta hai...yaha hum Bahu ki baat nahi karey gai filhal ..wo topic bad main aye ga...abhi sirf or sirf "Damad" ke bare main discuss kare gai...jab b kisi ghar mian "Damad" sahab ane wale hote hain tu kafi tention hojati hai ke kahe inko kuch bura na lag jaye..blah blah ...tu is he sari surat-e-hal ko hum yaha discuss kare gai..
fazol replies se parhez kijeye ga ...
Walekum Salam
Nice Topic
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
farmaya tou jnab nay theek hai k damad k anny pr darr lag jata hai
Kash Allah humein bhe yah moqay juld ata kry
phr hum is topic par sair hasil bahas krny k qabil hoon gay
nice 1...
damaad per behass k liye aik adad shaadi shuda munda darkaar hai
us ko phle pakarty hain phir
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Nice Topic
damad ko pakrny say pahly kisy susral waloon ko pakrein k woh darty kion hein
daamad koi jin hota hai kiya?
Walikum us Salam
Nice topic Naz
Baat asal main yeh hai k Jo Maa Baap Apni Beti dete hain na Woh hamesha chahte hain k Woh khush rahe or us ko kabhi gham na ho...Or Damad Hi woh sakhs hai jis ko Apni beti Sonpi jati hai....Asal rishta us ka damad hi rehta hai Per beta bolne yah use smjhna bura nahi belke achi baat hai q k woh beton ki trha hi hota hai....Or yeh baat k un k ane se ghar main khalbali mach jati hai to baat yeh hai k ghar wale chahte hain k Damad jee ka ache se istiqbaal kiya jaye k us k dil main yeh na areh hai k meri koi izza nahi susraal main waise her kisi ki apni soch hoti hai per ziada tar yehi dekha gaya hi k kuch khas ahtimaam hota hai us ki eik waja yeh b hai k Beti jo dur ho gayi hoti hai or woh ghar arahi hoti hai waise mjhe itna to nahi pata per jitna pata tha bata diya