Page 2 of 7 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 61

Thread: Tell Us Abt Ur Mum

  1. #11
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    hmm sahe hai chalye jaise ap ki murzzzzzzzzzzzzzzzzi

  2. #12
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    3,397
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Thanks


  3. #13
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Achi aadat

    meri ammi bohat seedhi aur saaf gou tabiat ki malik hain.. hamesha sach kahna.. aur kabhi kisi ka bora nahi sochti hain.

    aur mujay ghar main sab se ziyada support karney wali ammi hi hain


    Buri Aadat

    Buri aadat ye hai k wo bohat sensitive hain .. koi ager kuch kah dai tou Foran hi Rona start kar daitein hain


    aur main ne apni ammi ki yahi aadat ko adopt kiyaa hay.. main apni ammi ki tarha sensitive hon.. zara sa koi kuch kah dai bas phir start


    I love u ammi & missing u alot

    bohat dil chah raha hay apni ammi k paas baithon un se baatain karoon.

    Allah meri ammi ki her Naik aur Jaiz khuwaishaat ko pora karay

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    ahaan nice

    or u b rone lag jate ho

    sahi hai

    thanks for answers

    Quote Originally Posted by SiLenT ScReaM View Post
    Achi aadat

    meri ammi bohat seedhi aur saaf gou tabiat ki malik hain.. hamesha sach kahna.. aur kabhi kisi ka bora nahi sochti hain.

    aur mujay ghar main sab se ziyada support karney wali ammi hi hain


    Buri Aadat

    Buri aadat ye hai k wo bohat sensitive hain .. koi ager kuch kah dai tou Foran hi Rona start kar daitein hain


    aur main ne apni ammi ki yahi aadat ko adopt kiyaa hay.. main apni ammi ki tarha sensitive hon.. zara sa koi kuch kah dai bas phir start


    I love u ammi & missing u alot

    bohat dil chah raha hay apni ammi k paas baithon un se baatain karoon.

    Allah meri ammi ki her Naik aur Jaiz khuwaishaat ko pora karay

  5. #15
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    3,397
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Quote Originally Posted by SiLenT ScReaM View Post


    I love u ammi & missing u alot

    bohat dil chah raha hay apni ammi k paas baithon un se baatain karoon.

    Allah meri ammi ki her Naik aur Jaiz khuwaishaat ko pora karay
    Ameen Suma Ameen

    Sach Bohut Acha Laga Yeh Perh Kar
    Allah Ap Ko Juld Hi Pakistan Bhejein Aur Ap Ki Ammi K Pas Beth Kar Baatein Karnay Wali Masoom Khuwaish Ko Pora Farmaein Ameen Suma Ameen


  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    kitna shok hai u ko apni tarif karwane ka

    thanks for replying

    Quote Originally Posted by ~*guria*~ View Post


    meri ammi ki achi adaat yeh hai k woh buhat he achi hai aur buhat he bholi si hai

    aur buri adat yeh hai k woh khabi meri tareef nahi kerti keh keh k kerwani perti hai

    aur jo ammi k adat muj main woh yeh hai k main har aik pay trust ker leti hun buhat jaldi aur emotional hoon

    wasey mujey ammi tab buhat cute lagti hai jab uper uper say kehti hain k haan jao na khao kuch aur fir thori dair baad sis ko kehti hai isko kuch bana ker do lolz hahahahah
    how sweeet

    meri dua yehi hai k meri ammi hamesha kush raheye aur woh hamesha esey he hamrey sath rahaye AMEEN

  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Quote Originally Posted by sheem View Post
    ahaan nice

    or u b rone lag jate ho

    sahi hai

    thanks for answers

    ab ammi ki adat muj main aagayee hay tou kia karoon.

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Quote Originally Posted by Mashal-e-Ziest View Post
    Ameen Suma Ameen

    Sach Bohut Acha Laga Yeh Perh Kar
    Allah Ap Ko Juld Hi Pakistan Bhejein Aur Ap Ki Ammi K Pas Beth Kar Baatein Karnay Wali Masoom Khuwaish Ko Pora Farmaein Ameen Suma Ameen

    JAZAK ALLAH KHAIR itni sari duwaon k liyee

  9. #19
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Walekam-Aslam
    Achi adat: Hamari ami jaan her hall mein khush rehti hein, bari say bari pershani per bhi udas ya ALLAH ki zaat say mayos nahi hoti!
    Buri adat: Hamein tou ami ki koi bhi adat buri nahi lagti!
    Koi adat inherit ki ho: ami say tou koi nahi ki, abu say bohat si ad'tein ki hein!
    Ami kay liye message: ami ji I love you very much aur ALLAH say dua hai kay aap ka saya hum per hamesha ise taran qaim rahey. AMEEN!

  10. #20
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    6,287
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    337 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: Tell Us Abt Ur Mum

    Achi aadat yeh k meri mama bht sachi, simple or bht hi caring hy kabhi kisi ka bura nhi sochti na khti hy kisi ko kuch galat...

    buri aadat...k sari baaty dil may rhkti hy..bht kam share krti hy mood pr depend krta hy...

    inherit thori si yhi wali aadat...k na saaf tareef krti hon or kuch bura lgy to b chup rhti hon

    I luv my mum...Allah unhay achi shet kay sath lambi khushio bhri zindgi day woh huemsa humary sath rhay Aameen

Page 2 of 7 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •