1- Kis surah main do dafa "BISMILLAH" ayi hay, ek surah k start main aur ek surah k beech main...? Tell the name of Surah..
Is main koe bhi member islam sey related koe bhi quiz post ker dain. aur koe bhi member apney knowledge sey us ka answer dey...
Is tarah her muslim apney ap ko parak sakta hay k wo islam k kitney nazdeek hay
1- Kis surah main do dafa "BISMILLAH" ayi hay, ek surah k start main aur ek surah k beech main...? Tell the name of Surah..
waise very nice post /up
surat Al Naml mai
Q2. Kon si Surah hay, jis ka nazool do dafa hoa ??? I mean us ki wahi 2 dafa ayi hoyi hay...
its surat fathia ...ye da dafa nazil hoi thi aik bar MAKKAH main aur aik bar madina main .................
WO KONSAY SUHABI HAIN JIN KA ZIKAR QURAAN PAK MAIN un kay naam kay sath aya hai ,,,aur kis paray main ,...????
Q. who was Muselma bin Kazab ?