-
Re: Mujhay bhool jao
Shukar hay aap nay bhi kuch hosla afzai ki
shaid aap ko yaad na ho
Hallagulla per meri sab say ziada hosla afzai
karnay walon main say aik aap bhi thin
or aap nay yeh mujhay kis imtihan main daal dia
bas thori boht tuk bandi kar leeta hon
warna main kia meri basat kia
Meri basat kia taab o taab yak nafs
sholay say bey mehal ulajhna hay sharar ka
Pehlay kar aata mujhay zindagi e jawadan
Phir daikh zouq o shouq dill e beyqarar ka
@ Mehar
-
Re: Mujhay bhool jao
mujhay bhool jaao,,kiya kahnay hain,,,,boht khoob,,nazm ka yehi kamal hay kay wo apnay akhri misray say mukammal ho,,daad ho
-
Re: Mujhay bhool jao
janab yeh sab aap ka hussan e nazar hay
pasand karnay kay leay boht mashkoor hon
-
Re: Mujhay bhool jao
-
Re: Mujhay bhool jao
Originally Posted by
Adnan
wow nice sharing
sab aap ka hussan e nazar hay janab
boht mashkoor hon aap nay pasand ki
-
Re: Mujhay bhool jao
-
Re: Mujhay bhool jao
Bahoot khoob janab nice one
-
Re: Mujhay bhool jao
-
Re: Mujhay bhool jao
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules