MAA-BAAP ke haanthon ne sincha tha hume
Jab hum girte then bechain kadam Sambhalte then mujhko
Jab aankhen roti thin lipat padte then gale se unke
Aaj main bhi apne Kaandhon ka sahara dunga
Ek Aulaad ka farz nibhana hai mujhko
Bade armaan se poudhe ko diya hai paani unhon ne
Main Sahara banu aur qarib se samjhun unko
Ya KHUDA mujhe houslon ka vo samandar dena
Unke sar ko apne kaandhen se lagaun
EK Aulaad ka farz nibhana hai mujhko
Chhote se aangan me kitaab liye baithta tha jab main
Baap ka vo kaan pakadna phir god me bithana mujhko
Un muhabbaton ko kabhi na bhul paaunga main
Ya KHUDA apni muhabbaton ka samandar dun unko Ek Aulaad ka farz nibhana hia mujhko