Results 1 to 2 of 2

Thread: Ramazan Aur ALLAH Kay Inamat

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Age
    36
    Posts
    44
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Ramazan Aur ALLAH Kay Inamat

    Ramazan


    Asalam O Alikum

    Aaj mein thori baat ramazan kay bare mein karna chahta hon sab se pehle to yeh jaan lein hum Ramazan ka matlab kiya hai is ka matlab hai " JALA DENA " Ab kia jala dena yeh Ramazan naam bhi ALLAH nay khud rakha hai jab koi ALLAH ka banda ya bandi pehla roza rakhte hain ALLAH pechle saal kay tesway (30) rozay se le kar is saal kay pehlay (1) rozay tak kay sare gunah jala dete hain or har naiki par jannat hai rozay ka badla humare NABI S.A.W Nay farmaya ALLAH nay farmaya rozay ka badla mein khud dunga ya mein khud hon

    Humaray Nabi Nay S.A.W Farmaya

    " HALAK Hua WO Shakhs Jis Nay Ramazan Paya Apni Bakshis Na Kara Saka "

    Jo Sakhs Aisa Roza Rakh Lay Ganay se bach jay,Larki Ko Dekhnay Se Bach Jae,Jesa ALLAH nay Chaha wesa rakhlia to ALLAH Us ka nikah 100 Hoor se karate hain Har rozay kay badle to kitni hogayin = 3000

    Adna adarje ki hoor sari duniya admiyo ko jalak dikiye us kay kaleje phat jaein
    murdu se baat kare wo zinda hojae
    yeh to adna hai ALLAH Rozay walo k liye Ala Darja hai


    Aur Ek Ghar banayega Ek mahal banayega kitna bara hoga ssari duniya us mein rakhdo to ase lagegi jese ek bari khari ho

    Har sajday pe chahe wo nafli ho , quran ka ho, koi bhi ek sajda koi bhi us kay badley mein ek darkht lagta hai jannat mein jis kay neche ek gora 100 saal dour sakta hai.

    To is month mein to sab azam karlein kay ALLAH ko mana kar hi rahegein sab chordegein lekin ALLAH ko mana kar hi choregein

    " ALLAH kay Nabi S.A.W nay kaha 2 khush khabri de do Rozay Dar ko "

    1. Rahat jab milti hai jab tum roza aftar karte ho


    1. Rahat jab milegi jab ALLAH tumhe apna deedar karaega Rozedar ko ALLAH deedar e Khas karaega

    Taraveeh..

    Taraveeh ko ALLAH kay Nabi S.A.W nay Sunnat Karar diya hai or yeh aise sunnat hai mein ap ko naiki ginwata hon

    1 sajda = 1,500 ka sawab ab kitni sajde hain 40 = 60,000 * 27 =1,620,000

    Bohat Bara Nuksan Karte hain hum

    2 fazeelat

    Har Sajdey Pe ALLAH Jannat Main Mahal Banate Hain Surak Yaqood ka Charo taraf khudam khare ho

    hum bohat bara nuksan kartey hain please aisa na kaho sunnat hi to hai yeh to socho SUNNAT wala kon hai kis ki sunnat hai jis nay tumhe itna sab kuch dilwaya hai wo na hota to aj hum mein se koi insaan ki shakal mein na hota..





  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Ramazan Aur ALLAH Kay Inamat

    walaikum salam

    Bilkul Travi parhne chahye
    jab Travi he na parhe tu
    maza kiya ana
    yehe tu hai Amad-e-Ramzan.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •