Results 1 to 6 of 6

Thread: Shabnam ke aansoo

  1. #1
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    HEART
    Posts
    5,627
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    96 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Shabnam ke aansoo



    SHABNAM KE AANSOO

    Shabnam K Aansoo Phool,Per Ye To Wohi Qissa Hua
    Aankhain Meri Bheegi hoi,Chehra Tera Utra Hua

    Ab In Dino Meri Ghazal Khushbu ki ek Tasveer Hai
    Her Lafz Gunche Ki Tarah Khil Ker Tera Chehra Hua

    Shayad Use Bhi Le Gaye hon,Ache Dinon ke Qaafle
    Is Baagh Main ek Phool Tha,Teri Tarah Hansta Hua

    Her Cheez Hai Bazaar main,is Haath De Us Haath Le
    Izzat gayi,Shohrat Mili,Ruswa Howe , Churcha Hua

    Mandir Gaye,Masjid Gaye,Peeron Faqeeron se Mile
    Ek Usko Paanay Ke Liye,Kya Kya kiya ,Kya kya hua

    Anmol Moti Pyaar ke yeh Dunya Churaa ke Le Gayi
    Shayed Dil Ki Haveli Ka Koi Darwaza Tha Toota Hua

    Barsaat main Deewar-o-Der ki Saari Tehreerain Miti'in
    Dhoya Buhat Mit'ta Nahi meri Taqdeer ka Likha Hua


  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Shabnam ke aansoo

    Nice

  3. #3
    Arslan's Avatar
    Arslan is offline ĠǻИďД ЬãċĦǻ
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Re: Shabnam ke aansoo

    khoob

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - Shabnam ke aansoo

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  4. #4
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    2,062
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Shabnam ke aansoo

    nice
    2r2lpc4 - Shabnam ke aansoo

  5. #5
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    MERI JANAT............
    Age
    34
    Posts
    17,214
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    175 Thread(s)
    Rep Power
    21474870

    Default Re: Shabnam ke aansoo

    نہ جانے ہم کہاں گم ہو چکے ہیں ....
    جو ممکن ہو -- تو ہم کو ڈهونڈ لاٶ ...

  6. #6
    Join Date
    Sep 2008
    Location
    Multan
    Age
    34
    Posts
    3,457
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    54 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Re: Shabnam ke aansoo

    khoob

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •