wah very nice /up
gazal peshe khidmet
jali jo shakhe chaman saath baagban
bhi jala,
jala ke mere nasheman asma bhi jala.
Ek main hoon ek meri bekasi ki shaam hai
ab to tujh bin jindgi bhi mujh pe ek
ilzam hai. Dil pe kya guzri ter zaane se
koi kya kahe, saans jo aati hai wo bhi dard
ka paigam hai. Aasuon (tears) mujh per hason
mere muqadder per hason,
ab kahan wo zindgi jis ka muhabbat naam hai.
Rm dixit
Last edited by R. M. Dixit; 08-09-2009 at 04:17 PM. Reason: I typed in block letters in proper way but displayed in the form of paragraph. Display properly.
nice
Mohterma Baji' Bahut Shkriya aapne hamari aaj ki aur daad bhi dee. You congrats member whoever send anything. So nice of U. Aapki 2 line wala sher se milta julta aao ke Khidmet: "Aapse Muqable ki talbe hai mere dost, hama lahu he bahut hai aapki Hinaa ke baad " Shabakher! R. M Dixit
Hi Chamak Challo, Many many thanx for appreciating my Gazaal " Ek Main Hoo ek meri Bekasi ki shamm. Aap mujhe kuch guide ker rahe the. to gazal ki pehli line ke baad enter press karen I did not follow. Will U pl. repeat . How to reach your notification. Apki tenhai per ek sher arza hai: Na Mit sakengi ye Tanhaiyan mager a dost, Jo tu bhi ho to tabiyet jara bahel jaye. Thanks. pl. reply my request. Dixit
Last edited by R. M. Dixit; 08-09-2009 at 11:38 PM.
nice
nice
bht khoob