is hadees mubarika main 3 mukhtalif chezon k bare main likha hai
- is main QAWWI momin ko zaeef momin per fazeelat di hai ,,q k ALLAH k nazdeej jawani ki ibadat zayda maqbool hai or esay shkas ko qayamat k din nabion k sth honay ki fazeelat di gai hai ...q k burhapay main tu sab hi ibadat kertay hain ....
- or dosar ye kaha gya hai k agr koi kaam jo tujhe lagta hai k is kaam main bhalai hai or wo kaam ALLAH k nazdeek jaiz hai tu wo zaroor karo ALLAH bhi us main tumhari madad karain gay ....
- THRD YE KAHA gya hai k ager koi kaam tujh say ghalata hi jaye tu youn na kaho k maujhe esa kerna chaye tha to theek hota q k ALLAH k her kaam main bhali hi hoti hai
i think so k aap ko samjh a gai ho gi ..................
ALLAH ham sab ko hidayatday AMMEEN