JazakALLLAH Khair....
Thankx 4 sharing....
¤AL-HADEES¤[Aurtoun ko Kitne din tak ka soogh karna chahaye hai]Umul Moumeneen Umay Habiba Bintay Abi Sufian Razi Allahu Anhu say marvi hai k jab inhay apne baap ki wafat ki khabar mili(tou teen din guzarne k baad) khusbho mangwaye, phir apne hatho par lagaye aur farmaya: mujhy khushbo ki koi zarorat nahe hai agar mai ne Nabi SallAllahu Alaihe Wasallam ko ye farmatay hoe na souna hota: "kisi aurat k lye jo Allah aur youmay akhrat par yaqeen rakhti hai, jaiz nahe hai k woh kisi maayat par teen din say ziyada soogh karay magar khawand par chaar maheenay dus din soogh karay."
{Sahee Bukhari,AlTalaaq, Baab WaAlazeen Yatoufone....
Hadees#5345}
JazakALLLAH Khair....
Thankx 4 sharing....
ASSALAM o alaikum
Walaikum Assalam
JAzak I Allah
AL-HADEES¤[Tasbihat kis par gini jayen!]Abdullah Bin Omer Razi Allahu Anhu farmatay hai: "Mai ne Nabi Akram SallAllahu Alaihe Wasallam ko dekha k woh apne daaye hath par Tasbih gina kartay thay".
{Abu Dawood,Kitab Alsalath,Baab Altasbih Bilhasi,
H:1502}
Syed Yasera Bintay Yasir Razi Allahu Anhu biyan karti hain: "Bilashuba Nabi SallAllahu Alaihe Wasallam ne inhain Allahoakbar,Subhanallah,Lailaha Ilallah parhne ka hukm dya aur ye bhe hukum dya k woh inhain unglion k puroo par ginnay, kyon k puroo say pohncha jaye ga aur ye gawahi dayn ge".
{Abu Dawood,Kitab Alwitar,Baab Altasbih Bilhasi,
H:1501}
¤AL-HADEES¤[Badal garjne par kya aamal karna chahaye hy, na k khush hoa jaye]Abdullah Bin Zubair Razi Allahu Anhu say rawayat hai k Nabi Akram SallAllahu Alaihe Wasallam jab badal garjne ki awaz sountay, agar baato mai masroof hotay tou guftougo chorh daitay aur ye ayat parhtay thay:
ويسبØ+ الرعد بØ+مده والملكة من خيÙته.
( (badal ki garj) iski humd k sath tasbhee parrhti hai aur farishtay bhe is k khouf say(tasbhee parrhtay hain) )Surah AlRaad‎(‎13‎) Ayat#13
Phir Faramaty: "Ye ahlay zameen k lye shadeed Daa'nt hai."
<AlMouta Lil'Imam Malik:
470/2,Hadees#1920;
WaAlSounan Alkibra LilBaiqhi, Salaath AlAstasqaa,Baab Ma Yaqol Eza Samaa AlRaad:362/3}
p, li { white-space: pre-wrap; }
¤AL-HADEES¤
[Allah k naam par jo bhe kuch mangay usay kuch na kuch zaror daina chahaye hy]
Abdullah Bin Omer Razi Allahu Anhu say rawayat hai k Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya: "Jo shaks Allah k naam par sawal karay, usay(kuch na kuch) du, aur jo shaks Allah ka wasta dai k panha talab karay usay panha du, aur jo shaks tumhain dawat dai uski dawat qabool karo, aur jo shaks tumhare sath naiki aur husnay salook karay tum b usay iska badla du, agar tum badla na dai sako tou us k haq mai is qadar dua karo k tumhain yaqeen hojaye k tum ne iska badla chuka dya hai".
{Sounan Abi Dawood,Alzakat,Baab Atiyat Min Saal Billah,Hadees#1672
Sounan AlNisai,Alzakat,Baab Min Saal Billah Azwojal,
Hadees#2568}
ASSALAM o alaikum
Hadith
Narrated Abu Huraira (may Allah be pleased with him):
Allah's Apostle (peace & blessings of Allah be upon him) said,
"Allah has ninety-nine names,
i.e. one-hundred minus one,
and whoever knows them will go to paradise."
(Sahih Bukhari: Book #50, Hadith #894)
Narrated Abu Huraira (may Allah be pleased with him):
Allah's Apostle (peace & blessings of Allah be upon him) said,
Allah has ninety-nine names,
i.e., one hundred minus one,
and whoever believes
in their meanings and acts accordingly,
will enter paradise;
and Allah is Witr (one) and loves 'the Witr'
(i.e., odd numbers).
(Sahih Bukhari: Book #75, Hadith #419)
Narrated Abu Huraira (may Allah be pleased with him):
Allah's Apostle (peace & blessings of Allah be upon him) said,
"Allah has ninety-nine names,
one-hundred less one;
and he who memorized them all by heart
will enter paradise."
To count something means to know it by heart.
(Sahih Bukhari: Book #93, Hadith #489)