وہ شب فراق میں سوئے منزل چلیں
ٹھہر کر بھی جستجوئے منرل چلیں
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
وہ شب فراق میں سوئے منزل چلیں
ٹھہر کر بھی جستجوئے منرل چلیں
Last edited by Master; 11-10-2009 at 06:29 PM. Reason: naz ke kehne pe edit kia
___________
Visit My Site on Current Affairs
nice
na tujse gila koi hum ko na koi shikayat duniya se,
do chaar kadam jab manzil thi kismet ne thoker khai hai !
Rm dixit
Shair o Shayari Competition oct. 09. SHAIR ON MANZIL Na Tujse Gila Koi Hum Ko na Koi Shikayet Dunia Se, Do Chaar Kadem Jab MANZIL thi Kismet ne Thoker Khai Hai..!
nice sharing ave 1
Last edited by ~*~Mehar~*~; 15-10-2009 at 07:53 PM.
me ki entry
abhi aise aise he bardasht karo
`Wo aik shaksh ke manzil bhi, rasta bhi hai.
Wahi dua bhi, wahi hasil dua bhi hai.`
closed