MeIn AuR mErI tAnHaI.........

***_______________________________***_______________________ ______________***

koi nahy hamaray Saath is tanhaiey main
kam hoty nahy doriyaan is judaaye main

sirf hum hi kyun is saza k hakdaar hain
akelay hum kasorwaar nahy is harjaye main

kitnaa ahista hogaya hai yeh ek ek lamha
kitni soony parh gaye hai zindagi hamary

kitna beronak or khamosh sa hai yeh sama
sun sako to suno awaz darkhanon ke hamary

juda ho k tujh say main reh nahy sakta
yeh main tum ko kabhy keh bhi nahy sakta

beh ta hai tu hamaray lahoo main hardum
chah kar bhi tujh ko main mita nahy sakta

koi is dil main agar rehnay ata hai
to najany woh isko kyun chor jata hai

to kya hua jo dil mera itna nazuk hai
khilona samajh kar isay kyun torjata hai