No PRB ........
thanks............
No PRB ........
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
ik gum ka dariya tha jise daaman me samet laya hun
ik dard ka samandar jise chadar me lapet laya hun
ik veeran si zindgi ko kismat me likhwa laya hun
ik toota dil hai jisme chand saanse bator laya...
nice sharing aliza.
thanks naz... one more
Aaj zindagi se mulakaat ho gayi,
Lab khule bhi na the, ki baat ho gayi.
Ishara kiya hai usane, ki tu khamosh ho ja.
Pana chahata hai jo mujhe, to mari aagosh me so ja.
thanks...
one more
Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengai
Zinda hai dil toh aur sitamgarr bhi ayengai
Pehchaan lo tamaam faqeeron kay khadd-o-khaal
Kuch log shab ko bhais badal kar bhi ayengai
Gehri khamosh jheel kay paani ko yun na chaidh
Cheenthay uday toh teri qaba par bhi ayengai
Khud ko chhupa na sheesha garon ki dukhaan mai
Sheeshay chamak rahey hain toh pathar bhi ayengai
Aye shehr yaar dasht say fursat nahi — magar!!
Niklay safar pay hum toh teray ghar bhi ayengai
*NASIR* abhi saba ki sakhawat pay khush na ho
Jhonkay yehi basoorat-e-sarr sarr bhi ayengai
Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Hi Aliza, Wah Bahut Khoob. Kya behtarin Syari hai. Teri Ankhon main Doob jane Ko.... Tere bager mit jaane ko ji kerta... Subhaan Allaha Dil ko choojane wale alfaz. Mujhe Kuch yaad Agaya Galib Saab Ka; " Ye Na Thi Hamari Kismet Ke Visale Yaar Hota... Agar Aur Jeete rehte to Ye Intzaar Hota." Aapki baki ki shayri read baad main kerke i will present my daad. Well done. God Bless U.
thanks alot..........