Mohobbat Ke Jazbe Ko
Pehle Aap Define Karo Phir Hum Karte Hin
apne just ye kerna hain k
mihabbat jazaby ko just 4 lines main define kerna hain
lets who wil do it
Mohobbat Ke Jazbe Ko
Pehle Aap Define Karo Phir Hum Karte Hin
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Mohabbat....
mohabbat hai kiya ye tau phle define karein
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
ya pir ap ko shairy ki zuban main batati huin mohabat kaya hain
Mohabbat tu kisi be'deep
Qabristan ki Boseeda si ik Qaber per
Wo nassb kutba hai
K jis per saaf likha ho
Shaheed-e-rah-e-ulfat Ashiq-e-nakam ka marqad……!
Mohabbat aik kutba hay k jis per saaf likha ho
Mohabbat maot ki aghoosh main sir rakh kay sona hai
Mohabbat dil pe lahaq roge hai
Ta'umr rona hai
Mohabbat raat bhar ka jagna hay Jan khona hay…..!
Mohabat arzoo-o- hasrat-o-arman-o-kuwahish ki
Kisi maidaan main rakhei hui aik aisi mayyat hai
Kay jis ko kandha dainay k liye Koi nahi aata…..!
Mager phir bhi, Mager phir bhi
Laboon per her kisi insan k rakha hai ye jumla
MUJHEY TUM SEY MUHABBAT Hai…..
Koi mujh say ager keh de
MujhEy tum say mohaBbat hay
Tu dar jata hon may be'had
Yhi bas wehem aata hay
K ye izhar ka jumla
Mohabat ka ye ik kutba
Phir kisi be'deep Qabristan ki
Boseeda si ik Qaber ki Zinat na ban jaey
Mohabbat ka yah kutba Phir naee aafat na ban jaye…..!
Wohee kutba k jis per saaf likha hay
Shaheed-e- rah-e- ulfat ashiq-e-nakaam ka marqad
aaaaaaan kia hai
Ù†Û Ø¬Ø§Ù†Û’ ÛÙ… Ú©Ûاں Ú¯Ù… ÛÙˆ Ú†Ú©Û’ Ûیں ....
جو ممکن ÛÙˆ -- تو ÛÙ… Ú©Ùˆ ڈهونڈ لاٶ ...
4 lines main nai hoti define muhbbat fiza....
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
Re: Mohabbat Kya Hai. Mohabbat Ek aag ka dariya Hai, Kabhi na mitne wala Rog hai. Ek kabhi na uterne wala Nasha. Ek Mayyet hai. Isme Tanhai Milte hai, Mahfil nahin milte, Rahen Mohabbat Main kabhi Manzil Nahin Milte. Dil toot jata hai Nasaad hota Ulfet main logon ka yahi Anjaam hota Hai. Na davaon se kaam chalta hai, na duaon ka asar hota hai. Jane kyon Log phir bhi Mohabbat Kiya kertain. Dil ke badle derde dil liya kertain hain. Iska Jawab Khuda ke paas bhi nahin hai...... R. M. Dixit
Mohobbat Ki Aag Main Jo Jall Gaya Phir Taa Umar Nikal Nahin Paaya
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا