"Zindagi mein hamaaray saath chalnay waala har shakhs is liay nhi hota k hum thhokar kha kar girein aur woh hamein sambhaal lay haath thaam kar,girnay say pehlay ya baazu khaynchh kar girnay k baad.ba'az loog zindagi k is safar mein hamaaray saath sirf yeh daykhnay k liay hotay hein k hum kab kahaan aur kaysay girtay hein.lagnay waali thhokar hamaaray ghhutnoon ko zakhmi karti hay ya haathoon ko ,khaak hamaaray chehray ko gaannnda karti hay ya kaproon ko."
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Bilkul Sahi
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا