kabi kabhi nahi mostly esa ho jaata hai...lekin gar esa na karen tau behaini c rehti hai jo k esa karne k bad he khatam hoti hai
ya yun keh lein esa karna apki zindagi ka hissa ban chuka hota hai r ap is mein se nikalna he nahi chahty
kabhi kabhi aisa hota hia ke jan bojh ker wo he kaam
kiye jatey hain..jis se khud ko izeyat ho ...
khud ko taklef ho ...
kiya ap kabhi aisa kartey hain ... ?
kabi kabhi nahi mostly esa ho jaata hai...lekin gar esa na karen tau behaini c rehti hai jo k esa karne k bad he khatam hoti hai
ya yun keh lein esa karna apki zindagi ka hissa ban chuka hota hai r ap is mein se nikalna he nahi chahty
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
hisar hiana ..
her chez ka aik hisar bun jata hia ...
Ab To Azziyat Main Rehne Ki Aadat Ho Gayi Hai
Lekin Khud Hi Ab Bikhar Jaata Hoon Khud Hi Sambhal Jaata Hoon
Pagal Sa Dil Hota Hai Na Laakh Samjhaayein Ge Samajhe Ga Hi Nahin
Pal Main Aise Lage Ga Jaise Dunya Khatam Si Hai Kuch Nahin Baaki
Pal Main Aise Lage Ga Sub Kuch Paas Hai Khushiyaan Hi Khushiyaan
Pata Nahin Kab Ye Azziyatein Khatam Haun Gi
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
hisaar keh lein ya boundry..
koi kitna bhi kuch q na keh ly..
ap apne apk is mein bebas mehsoos karty hain
@ST,....
life mein sub kuch hai..
u aik nazar se mat daikho sub kuch ho
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Yaar Lekin Insan Bhi Kitna Bebus Hota Hai
Pal Main Aisa Lagta Hai Jaise Sub Kuch Khatam Ho Gaya Hai
Aur Pal Main Jeene Ki Umang Laut Aati Hai
Aur Phir Sochte Hain Aayinda Udaas Hona Hi Nahin Hai
Lekin Pata Nahin Kahan Chori Chupe Raaston Se Ye Udaasi Dastak De Kar
Pohonch Ho Jaati Hai Bohot Be Bus Hain Hum Khud Ke Aage
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
q k apki zaat ka hissa reh chuki hoti hain kuch yaadein jo ap k sath hamesha rehti hain
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Aur Yehi Azziyat Deti Hain....
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
jahan esi yadein hn wahan insaan k pas in ka alternate bhi hua karta hai
bht na sahi kuch farq tau zaroor daal jati hain wo yadein
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Yaar Kuch Yaadein Achi Hoti Hain Kuch Azziat Jaisi
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا