Page 4 of 6 FirstFirst ... 23456 LastLast
Results 31 to 40 of 53

Thread: hansoo oor hansaoo

  1. #31
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    ..........
    Age
    42
    Posts
    6,754
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    923 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    zabardast naaz


    par eik baat sachi sachi bataoo k wo aapke "bhateeji" he the na,

    mujhey too shak hai k wo "naz" the oor aab wo apna name lena ke bajaye bhateejy ka name lay rahi hai
    error in siggy loading.....



  2. #32
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    hahaha nahi ab wo mjh se bhi zaida moti hogaye hia
    uska weight 75 hai or 12 saal ki hia wo
    or mera weight 63 hogaya hai ab tum khud socho

  3. #33
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    ..........
    Age
    42
    Posts
    6,754
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    923 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    naaaaaaaaaz


    inna wdaaaaaaaaaaa jhoooooooooooot


    63







    sach bolo


    u ka wait 83 hai
    error in siggy loading.....



  4. #34
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    touba karo me kam karing acha ab apna aho

  5. #35
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    zabardast thread



    waqyat to kafi honge par abhi ye ek yad arha hai ab pta nhi ye funny hai k nhi


    g to kafi sal hwe Ramzan tha abbu g MashALLAH Umrah pe gye hwe thay,punjab se ek cousin is lye aye hwe thay par kafi beemar thay patthri thi kafi pain rehta tha un ko kidney main

    to ek dafa aftar se phle ammi ne mjhe ksi bat pe danta
    shayd chote bhai se larne pe danta tha
    kafi ziada dant dia tha


    to main nikal gya ghar se ghar chorne k iraday se




    ghar se bahar nikal k sochun kahan ko jaon



    mene kahan jana tha
    ghar k same wali gali se hota hwa dusri gali se ho kar ghar k bahar aakar khara hogya



    par peechay ek to wo cousin dhundne nikal gye dusri taraf bhai


    cousin bechare k kidney main bht pain tha par bechare kafi agay nikal gye thay



    main ghar k bahar khara raha
    bhai idhar udhar dhund k wapis jb ghar agye to bahar khara dekha to shadeed gussay main bazu se pakar k le gye upar


    us waqt mjhe waqai dar lag rha tha k ab meri kher nhi

    par shukar hai ammi ne sirf daant warna kut lagni thi theek wali

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - hansoo oor hansaoo

    ..!!


  6. #36
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    lo g ek aur yad aya



    main aur chotay bhai kafi chotay thay kafi sari audio cassetes jama ki hwi theen us waqt hum ne,ek film hai ishq aamir khan aur ajay devgan ki us ka ek song hai jis main ek song hai ajeeb be dhanga sa kafa shoor hota hai us main Mr lova lova hai song


    to ammi so rhen then mjhe aur chotay bhai ki jahalat k kesa idea aya

    tape main cassete lagayi aur full volume main wo song lagadia




    phr kya hona tha

    ammi ne apni taraf se b bht daanta


    jb abbu g office se aye to achi tarah hamari shikayat lagayi ,mjhe achi tarah yad hai bhtttt gaalyan pari theen

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - hansoo oor hansaoo

    ..!!


  7. #37
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    kasam se main tu kehti hon u ki kut lagni chahye thi
    jab nahi lagi na tabhi tu aise ho u

  8. #38
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    aik bar hua yeh ke choti thi main or bhai mjh se bara wala...hum log abhi jis ghar main reh rahe hian new new yaha shift hue ...kuch halat bhi thek nahi they ..leken ALlah ka phir bhi karam tha ..abu aik aik paisa jor ker ghar ka kaam karwa rahe they...hua yeh ke daney wala farsh abu ne banwaya ...iske bad us per polish hue ami ne barey bhai jo ke 2nd no per hain or uske bad sis ko kha ke hum log zara jarhe hian khayal rakhna is per koi chaley na ....janab phir hogaya hamare Sipara parhne jane ka time bhia ne dekha k ami abu nahi hain us ney chuti karle or cuz bhi aya hua tha ...aur dono ne dekha ke farsh itna chikna horha hia lagey us per ghasetey marne main tu sipara parhne chale gaye thi ... jab ami abu aye tu inho ne dekha ke yeh kiya ufffffffffffff is qadar dant pari bahen or bhai ko or maar bhi meri tu bachat hogaye thi ke main chale gaye thi werna sub ki kut lagti.


    aj bhi inko yaad karwatey hain hum

  9. #39
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    Quote Originally Posted by naz View Post
    kasam se main tu kehti hon u ki kut lagni chahye thi
    jab nahi lagi na tabhi tu aise ho u
    wese lagni to chahye thi


    par u know mere parents bhtttt sweeeeet
    bht hi km mar khayi hai ham 3non bhayon ne

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - hansoo oor hansaoo

    ..!!


  10. #40
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: hansoo oor hansaoo

    Quote Originally Posted by naz View Post
    aik bar hua yeh ke choti thi main or bhai mjh se bara wala...hum log abhi jis ghar main reh rahe hian new new yaha shift hue ...kuch halat bhi thek nahi they ..leken ALlah ka phir bhi karam tha ..abu aik aik paisa jor ker ghar ka kaam karwa rahe they...hua yeh ke daney wala farsh abu ne banwaya ...iske bad us per polish hue ami ne barey bhai jo ke 2nd no per hain or uske bad sis ko kha ke hum log zara jarhe hian khayal rakhna is per koi chaley na ....janab phir hogaya hamare Sipara parhne jane ka time bhia ne dekha k ami abu nahi hain us ney chuti karle or cuz bhi aya hua tha ...aur dono ne dekha ke farsh itna chikna horha hia lagey us per ghasetey marne main tu sipara parhne chale gaye thi ... jab ami abu aye tu inho ne dekha ke yeh kiya ufffffffffffff is qadar dant pari bahen or bhai ko or maar bhi meri tu bachat hogaye thi ke main chale gaye thi werna sub ki kut lagti.


    aj bhi inko yaad karwatey hain hum
    haye kaash u ko b kutt parti to main b u ko yaad karwata

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - hansoo oor hansaoo

    ..!!


Page 4 of 6 FirstFirst ... 23456 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •