/up
suno aisa nahi kartey
jab paper ata hi na ho tu
ink zaya nahi kartey
suno jab nakal ka chance ho
tu phir parhaye nahi kartey
suno jab dost laiq ho apna
tu pharey laya nahi kartey
suno examiner ko galiyan dete hain
sir pe charhaya nahi kartey
suno yahan ka system ulta hai
jo gues main hon
sawal wo aya nahi kartey
suno yeh bhot haassas ghari hoti hia
dost ko paper main azmaya nahi kartey
suno jab paper ata ho
kisi ko dikhaya nahi kartey.
/up
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
kisi ko dikhaya nahi karty..
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Good