sheem
Yeh main nahin tha jis ne us aurat ko apnay dil main jagah di ,
yeh tu ne kiya ..
kiyoon meray dil main us aurat k liye itni mohabbat daal dee k main teray saamnay khara bhee us ko yaad kar raha hoon ? ? ?
kiyon mujhy is qadar bebas kar dia k mujhy apnay wajood per bhee koi ikhtiyar nahin raha ?
main who basher hu jissay tu ne in tamam kamzorion k saath banaya ..
main who basher hoon jissay teray siwa raasta dikhnay wala koi nahin …
who oorat meri zindage k har rastay per kharee hai ..
mujhy kaheen janay nahin daitee kaheen pohanchnay nahin day rahi ……
ya to is ki mohabbat ko is terha meray dil se nikal de k mujhy kabhee is ka khayyal tak na aye ya phir issay mujhy de de who nahin milay gee to main sari zindagee usi k liye rota rahoon ga who mil jaaye gee to main teray siwa kissi k lie aansoo nahin baha sakoon ga …
meray aanson ko khalis honay day....!!
(peer-e-kamil, Umera Ahmed)
naz
محبت صوفی ہی تو ہو جاتی ھے، جو دل اسے اپنا لے اسکا اندر بدل دیتی ھے
جالے، گند، کچرا سب نکال کر باہر کردیتی ھے، وہ باہر سے کچھ نہیں لاتی
سب اندر ہوتا ھے بس وہ ذندگی کو ترتیب دینا سکھاتی ھے، اندر ترتی لےآتی ھے
جس لمحے جو لمحہ چاھے جی لو۔
ہم کسی کو محبت کی پرکھ پر تو کبھی سمجھ ہی نہیں سکتے،
کی کا دل دھڑکتا ھے اور سوچتا ھے، کی کا سوچتا ھے اور دھڑکتا ھے،
اور کسی کا دل دھڑکنے اور سوچنے کا کام اک ساتھ کرتا ھے، اور یہ منزل
بہت مٹ کر اور فنا ہو کر ملتی ھے، محبت حیرت ناکی ھے،
جو یہ سمجھ لیں وہ پھر کسی بات پر نہیں چونکتے۔