Page 1 of 5 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 43

Thread: Bharosa...

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Thumbs up Bharosa...

    main aik baat soch rahe thi ke ...agar hamain koi dhoka dey..or bad main sorry karley ..tu kiya hum phir wo he aitemad...wo he bharosa wo he trust us insan per kar patey hain ? kiya hamara dil bilkul saf hojata hai ?
    kiya hamain us shaks ki taraf se waham nahi rehta ?
    ke yeh hamain phir dhoka de sakta hai ?

    kiya ap ke sath kabhi aisa hua hia ke kisi ne ap ka bharosa tora ho
    or ap ne phir bhi us per aik bar phir bharosa kia ho ?
    tu kiya situation thi agar aisa hua hia tu..

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default Re: Bharosa...

    main atleast 2 times tak bharosa karta hon..
    pahli baar ho tu nazar andaz kar daita hon..
    par ek baar zahan main baith jayee k bas ab nahi... tu phir kuch bhi ho nahiiiiiiii rahta hay

    waisay abhi tak kafi log aaye jinhon ne bohat dhoka diyaa...

  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by naz View Post

    Walekum Salam

    Haan Bohot Baar Aisa Huya Hai

    Ke Jis Insan Pe Bharosa Karta Hoon Baad Main Wohi Chot De Jaata Hai

    Kuch Dino Tak To Bus Sambhalna Mushkil Hota Hai

    Lekin Phir Aadi Ho Jaata Hai Insan

    Dhoke Se Dukh To Milta Hai Bohot Zyaada

    Lekin Mujhe Ek Baat Samajh Nahin Aati

    Jo Insan Humein Dhoka Deta Hai

    Baad Main Hum Us Se Umeedein Kyun Laga Lete Hain ?

    Kyun Pehle Kisi Par Itna Trust Karte Hain Ke Wo Jub Dhoka De Jaaye To Hum Sambhal Bhi Nahin Paate

    Kasam Se Bohot Dukh Hota Hai

    Is Liye Ab Bharosa Karna Hi Maine Chor Diya Hai

    Bus Internet Ki Dunya Main Dost Ache Milay Hain Hansi Mazaq Ho Jaata Hai

    Real Life Main Itne Dhoke Milay Hain Ke Bata Nahin Sakta

    Is Waja Se Ab Ginay Chunne Bus 3 / 4 Hi Dost Reh Gaye Hain

    Un Se Bhi Agar Kabhi Mill Liya To Mill Liya

    KHUDARA Koyi Kisi Ka Aitamad Na Tore

    Bohot Dukh Hota Hai

    Aur Toote Dil Ki Sada KHUDA Bhi Sunta Hai

    Sub Se Request Hai Meri
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by SiLenT ScReaM View Post
    main atleast 2 times tak bharosa karta hon..
    pahli baar ho tu nazar andaz kar daita hon..
    par ek baar zahan main baith jayee k bas ab nahi... tu phir kuch bhi ho nahiiiiiiii rahta hay

    waisay abhi tak kafi log aaye jinhon ne bohat dhoka diyaa...
    tu kiya tum logo per jaldi bharosa karletey ho ?

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Rep Power
    10737448

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by naz View Post

    tu kiya tum logo per jaldi bharosa karletey ho ?
    nahi itni jaldi nahi... haan thora sa time lagta hay Nature ko jaanay main

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post

    Walekum Salam

    Haan Bohot Baar Aisa Huya Hai

    Ke Jis Insan Pe Bharosa Karta Hoon Baad Main Wohi Chot De Jaata Hai

    Kuch Dino Tak To Bus Sambhalna Mushkil Hota Hai

    Lekin Phir Aadi Ho Jaata Hai Insan

    Dhoke Se Dukh To Milta Hai Bohot Zyaada

    Lekin Mujhe Ek Baat Samajh Nahin Aati

    Jo Insan Humein Dhoka Deta Hai

    Baad Main Hum Us Se Umeedein Kyun Laga Lete Hain ?

    Kyun Pehle Kisi Par Itna Trust Karte Hain Ke Wo Jub Dhoka De Jaaye To Hum Sambhal Bhi Nahin Paate

    Kasam Se Bohot Dukh Hota Hai

    Is Liye Ab Bharosa Karna Hi Maine Chor Diya Hai

    Bus Internet Ki Dunya Main Dost Ache Milay Hain Hansi Mazaq Ho Jaata Hai

    Real Life Main Itne Dhoke Milay Hain Ke Bata Nahin Sakta

    Is Waja Se Ab Ginay Chunne Bus 3 / 4 Hi Dost Reh Gaye Hain

    Un Se Bhi Agar Kabhi Mill Liya To Mill Liya

    KHUDARA Koyi Kisi Ka Aitamad Na Tore

    Bohot Dukh Hota Hai

    Aur Toote Dil Ki Sada KHUDA Bhi Sunta Hai

    Sub Se Request Hai Meri
    umedain her rishtey main he wabasta hojati hian
    tu phir is he waja se trust bhi hojata hia...
    bus dhoka dena kuch logo ki fitrat hoti haina ...
    wo apni fitrat se hat ker kuch karley tu aisa ho nahi skta
    leken mazey ki baat yeh hai ke in logo ko ehsas bhi nahi hota ke
    dhoka diya hai kisi ka dil dukha diya hia.

  7. #7
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by naz View Post

    umedain her rishtey main he wabasta hojati hian
    tu phir is he waja se trust bhi hojata hia...
    bus dhoka dena kuch logo ki fitrat hoti haina ...
    wo apni fitrat se hat ker kuch karley tu aisa ho nahi skta
    leken mazey ki baat yeh hai ke in logo ko ehsas bhi nahi hota ke
    dhoka diya hai kisi ka dil dukha diya hia.
    Sahi Hi Baat Hai Lekin In Ko Ehsas Hoga Ek Baar Jub In Ke Saath Aisa Hoga

    Abhi 15 Din Pehle Ek Dost Se Bohot Bura Dhoka Khaaya Hai Maine

    Tub Se Sub Ke Upar Aitabar Uth Gaya Hai

    Us Din Roya Bhi Bohot Ammi Ne Poocha Kiya Huya Par Bata Bhi Nahin Sakta Tha

    Pehli Baar Us Dost Ke Liye Dil Se Bad Dua Nikli Thi

    Main Kisi Ko Bad Dua Nahin Deta

    Par Itna Kuch Sehna Par Gaya Tha

    Ke Bardaasht Se Hi Baahir Tha

    Bus Us Din Se Soch Liya

    Jisay Hamari Parwah Nahin Hum Kyun Karein

    Bus Us Din Se Khush Rehne Ki Koshish Kar Raha Hoon

    Kasam Se Aur Kisi Cheez Se Dar Nahin Lagta Bus Yehi Cheez Dil Main Baith Gayi Hai

    Koyi Kisi Ki Feelings Se Na Khele
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post

    Sahi Hi Baat Hai Lekin In Ko Ehsas Hoga Ek Baar Jub In Ke Saath Aisa Hoga

    Abhi 15 Din Pehle Ek Dost Se Bohot Bura Dhoka Khaaya Hai Maine

    Tub Se Sub Ke Upar Aitabar Uth Gaya Hai

    Us Din Roya Bhi Bohot Ammi Ne Poocha Kiya Huya Par Bata Bhi Nahin Sakta Tha

    Pehli Baar Us Dost Ke Liye Dil Se Bad Dua Nikli Thi

    Main Kisi Ko Bad Dua Nahin Deta

    Par Itna Kuch Sehna Par Gaya Tha

    Ke Bardaasht Se Hi Baahir Tha

    Bus Us Din Se Soch Liya

    Jisay Hamari Parwah Nahin Hum Kyun Karein

    Bus Us Din Se Khush Rehne Ki Koshish Kar Raha Hoon

    Kasam Se Aur Kisi Cheez Se Dar Nahin Lagta Bus Yehi Cheez Dil Main Baith Gayi Hai

    Koyi Kisi Ki Feelings Se Na Khele
    hmm sochtey nahi na log ..bus YEHE BAAT hai.
    ALlah sub ko aql-e-saleem ata karey.

  9. #9
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Bharosa...

    Quote Originally Posted by naz View Post

    hmm sochtey nahi na log ..bus YEHE BAAT hai.
    ALlah sub ko aql-e-saleem ata karey.
    Ab Us Ke Liye Dua Bhi Nahin Maangi Jaati

    Khair Sum Ameen
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Bharosa...

    haan leken dil jab jalta hai tu bad dua he nikalti hai dil sey
    leken nahi dene chahye bad dua bhi ...
    bus chor do ...or kuch na kaho
    baz dafa ap ki chup bhi bhot kuch keh jati hai.

Page 1 of 5 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •