Bhari duniya main akhir dil ko
samjhane kahan jayen,
Mohabbat ho gayi jinko wo
deewane kahan jain.
Lage hain shama pe pehre
jamane ki nigahon ke,
Jineh jalne ki hasret ho wo
parwane kahan jayen.
khoob/up
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Hi Guy, (Arslan ), How U and Life these days Thanks for attending my shairs nd daad offered by us .Shukriya aapne Khoob urdu main nahin diya. Kabhi kabhi shairs and jazbat roman main send karo taki hamara bhi dil bahel jaye. 'Bahel jayega dil bahel te bahel te.' Bye Bye.
Naz Sahiba, Thanks for attending the shair and offered the daad for , Jineh jalne ki hasret ho wo Parwane kahaan Jaye' Per hamen afsos is ka raha ki wo daad Urdu main thi. Jante hue ki hum urdu nahin read ker sakte. Yani u want to tease me. Kyon bhai humne kya bigara aapka. why dis jyadti. Dekhia day day u r becoming naughty, haughty nd almighty. Khair hum bhi dekh lege. is baar maafkiya . samje aaka. Khudahafiz.
Hi Aryan, How U and ur routine. Thanks for the Bahut sunder daad . Behed jee Khush ho gaya aapke shair read kerke. 'Tere labon ne mera naam to liya hota ., Mashallha. Acha shair pesh kiya. Pesh hai: "Kuch to mil jata labe shiri se, Naam na sahi, Zaher khane ki izazet hi kafi thi."