Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 13 of 13

Thread: december anay wala hai

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default december anay wala hai

    Suna hai jaana ---------

    December Aany wala hey

    Tum Us se kehna ------- Ab k Udaas nei hona
    Ab tu Muhabbat k Sabhi Taqazy poory hain
    Ab tu Hamari saansain -------- Ik doojy ki sansoon se Chalti hain
    Hamary dil tu ab jaana ----- Ik doojy k seeno main Dharkty hain


    Usy kehna -------


    Main ne apny sab Sapny
    Teri Aankhon main bau Diy jaana
    Ab hamari neendain ------- Hamary Rattjagy bhi sanjhy hain
    Hum aik sath ab ---- aik jaisy khavabo main utr,ty hain


    Usy kehna ------


    Agarachy -------- Chaarsuu nazron k Hazaron pehry hain

    Lekin ---- hum ik Doojy main magan aisy k
    Sab se Be khabar hi rehty hain
    Hum ab zamany se nei derty hain Jaana


    Usy kehna -----


    Hum Muhabbat k Samunddar main ab aik saath utr,ty hain
    Muhabbat k geet gaty hain --- wafa k phool chumty hain
    Hum akely bhi hon tu --- kabhi tunha nehi hoty
    Ab Tu hijjar main bhi ---- Vissal ka saman rehta hai


    Jaana ab k -------- Tum December se kehna

    Ab k Udaas nei hona ----
    Ab tu Muhabbat k sabhi taqazy poory hain ------ !!!

  2. #11
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Jinzhou, Liaoning, China, Madinah Saudi Arabia
    Posts
    12,430
    Mentioned
    91 Post(s)
    Tagged
    7849 Thread(s)
    Rep Power
    895528

    Default Re: december anay wala hai

    bu - december anay wala hai

    Sun Yaara Sunn Yaara
    Tere IshQ Daa Cholaa Paaya

  3. #12
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: december anay wala hai

    umda

    9) Meri leader puri pagal hai
    (Aiyenda hum Team A ka diya hua task copy nahi karein gay)
    کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
    ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ


  4. #13
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Bohat Khhoob :-) Nice Sharing :-)
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •