(1) "Dua Qabul nahi hoti to asrey aur waseeley talash karney k bajaey sirf hath utha lijiye,Allah sey khud mangein,dey dey to shukar karein ,na dey to sabar....magar hath ap khud hi uthaein"
(2) **Ehtaram har ek ka karein,har wali ka,har momin ka,har buzruk ka,har shaheed ka ,har saleh ka,har parsa ka..magar apni zindagion main hidayat aur rehnomaee sirf"HAZRAT MUHAMMAD(S.A.W) sey lein kion k unhoney ap tak apni zaat ehkamat nahi pouhchaein jo kuch bataya hai woh ALLAH ka nazil kardah hai**
Pir-e-Kamil sey iqtibas