muahbat rog hoti hai
kaha bhi tha...
Rula ker khud bhi roti hai
kaha bhi tha
use tum dil ki dharti ka pata mat do
yeh us main derd boti hai
kaha bhi tha
kinaray ke bohat nazdeek le ja ker
yeh kashti ko deoboti hai
kaha bhi tha
azal se adat hai is ki zamanay ko
jaga ker aap soti hai
kaha bhi tha.