4 simple Hadiths


1- Hazrat Muhammad (S.A.W) ne farmaya
"Dua k siva koi cheez taqdir k faisle ko rad nahi kar sakti aur naiki k
siwa koi cheez umer ko nahi barha sakti"


2- Nabi Karem (S.A.W) ne farmaya
"Libas ki sadgi emaan ki alamton me se 1 alamat hai" Abu Daud


3- Hazoor (S.A.W) ne farmaya
"Jo banda mujh per juma k din or juma ki raat kasrat se
durrod pak parhe ga, us ka drood pak me khud kano se suno ga"
4- App (S.A.W) ne farmaya
"jis ne meri 1 hadis suni or phir dosron tak
puncha di us k liye kayamat k roz meri shafa'at wajib ho gi"