1-Jo kam sub sy ziada magfrat ka sabab hoga wo kushadaa roe sharee bayani hai. ( Hazrat Muhammad (SAW) )

2- Admi ki qabliat zuban ky nachy poshida hia. ( Hazrat Ali R A)

3- Koi muslam tery haath aur zuban sy iza na paye ( Hazrat Muhammad (SAW)
4- Tera kalam bata dega ky tery dil main kia hai.

5- tu koshasih kr ky guftago ki ibtida tery taraf sy na ho, aur tera kalam jawab buana karey.

6- hr ek baat per bahas krna acha nahi hota aur bazurgo ky sar galti thopna galti hoti hai. ( Shiek Sadi R A)

7- Aqal mand wo shaks hai ky apni zuban ko dosro ki muzamat sy bachy rakhy. (Aflatoon)

8- jis shaks ki zuban is per hukmaran ho tu wohi is ki halakat aur maut ka faisla karti hai ( Hazrat Ali R A )