Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 13

Thread: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

  1. #1
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    londen
    Age
    37
    Posts
    474
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    love10 - Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

  2. #2
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    Hello Guy ,
    Sheezad Miyan aapka pura kalam
    Urdu main hai, afsos hum ko nahin read
    ker sakte. Koi baat nahin. Shukriya
    Gudnite.
    for Sharing.

  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #4
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    londen
    Age
    37
    Posts
    474
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke..........

    Azal se hai mohabbat mawara lafzoon ki mala se
    Magar yeh bhi haqeeqat hai
    Mohabbat soch ke akash par badal ki surat mein,
    Sada parwaz karti hai
    Kabhi barish ki boondoon mein simat kar dil ki dharti per
    Utarti hai........bikharti hai
    Ada le ker saba se yeh,gulaboon se mehek le ker
    Dhanak se rang le ker aor sitaroon se chamak le ker
    Haseen anchal banati hai
    Issi aanchal se phir khawaboon ke kache ghar sajati hai
    Mohabbat azmaati hai
    Kabhi yeh sher ban ker lafz ki hurmat barhati hai
    Kabhi yeh saaz ban ker dheere dheere gungunnati hai
    Sarapa aankh ban jati hai yeh mehboob ko pa ker
    Anokha lams ban jati hai yeh koye yaar mein ja ker
    Na jane koun sa manter yeh parh ker hole hole se
    Kissi ki band palkoon mein bina dastak diye yak dum
    Utar ker ghar banati ......mohabbat muskarati hai
    Yeh khushboo hai hamesha phool ki saansoo mein hoti hai
    Bana de chand ,teera shub ko jo yeh aisa moti hai
    Kasak hai daimi iss mein bohat benaam lazat hai
    Mohabbat ki yeh hi tareef hai ke yeh mohabbat hai.

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    zaburdast janab

  6. #6
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    Hi Sheezad Miyan,
    Bahut bahut sukriya aapne
    hamare khatir Roman main Mohabbat ke
    bare main haqiqat bayan ki. Hamara to
    dil khush ker diya aur lajawab ho gaye.
    Very excellent and factual description
    of Mohabbat you have made. Heartiest
    Congratulation. Mohabbat ke bare main
    Old Shayers , Galib, Mir, Jauk, Jafer,
    Dag, Jiger, Firaq, Ahmed Faraz, Katil
    Shifai vagehron khoob likha hai.
    "Mohabbat zinda rehti hai, Mohabbatmer nahin sakti. Aji duniya se kya, ye
    Khuda se bhi der nahin sakti." Iske
    bare main aapne bahut acha bayan
    kiya uske liye Janab ek baar aur
    shukriya. Hav nice day.
    Last edited by R. M. Dixit; 18-01-2010 at 06:57 AM. Reason: Correction

  7. #7
    Join Date
    Apr 2009
    Location
    lahore
    Posts
    194
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    16

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    bohat umda poetery
    signc - Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

  8. #8
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    londen
    Age
    37
    Posts
    474
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    glitte10 - Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke ST.

  9. #9
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    londen
    Age
    37
    Posts
    474
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    glitte10 - Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke naz.

  10. #10
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    londen
    Age
    37
    Posts
    474
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

    Quote Originally Posted by R. M. Dixit View Post
    Hi Sheezad Miyan,
    Bahut bahut sukriya aapne
    hamare khatir Roman main Mohabbat ke
    bare main haqiqat bayan ki. Hamara to
    dil khush ker diya aur lajawab ho gaye.
    Very excellent and factual description
    of Mohabbat you have made. Heartiest
    Congratulation. Mohabbat ke bare main
    Old Shayers , Galib, Mir, Jauk, Jafer,
    Dag, Jiger, Firaq, Ahmed Faraz, Katil
    Shifai vagehron khoob likha hai.
    "Mohabbat zinda rehti hai, Mohabbatmer nahin sakti. Aji duniya se kya, ye
    Khuda se bhi der nahin sakti." Iske
    bare main aapne bahut acha bayan
    kiya uske liye Janab ek baar aur
    shukriya. Hav nice day.
    you are welcome Dixit sahab,i will try next time to post in urdu&roman,pasand karne ka shukriya,yeh kalaam urdu ki shaira FAKHRA BATOOL''ka hai mujhe bohat pasand hai socha aap sab friends ke sath bhi share karoon.

    glitte10 - Mohabbat Ki Yeh Hi Tareef Hai Ke

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •