1 Mohabbat Kadah.
Milte hi aankhan dil hua diwana kisi ka
afsna mera bangaya afsana kisi ka.
Poonchon na Mohabbat ka aser hai na
pooncho,
dum bher main koi ho gaya perwana
kisi ka.
Hanste hi na aajaye kahin aankhon
mai aanson,
bherte hi chalek jaye na paimana kisi ka.
Afsana mera ben gaya afsana kisi ka.
"Ye zindgi ke mele duniya main
kum na honge afsos hum na honge."
Last edited by R. M. Dixit; 25-01-2010 at 12:52 PM.
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
/up
nice Sharing.
Naz, Aapko aakhir
is mohabbat ke nagme
ko read kerne ka
waqat mil gaya. Shukriya.
Meherbani aapki.